SEARCH RESULTS
Showing search results for "parda-daar-e-raaz-e-ishq"
Nazm MATCHES FOR "parda-daar-e-raaz-e-ishq"
Nazm
jalwa-e-parda-dar
KHuub hu.e nazar nazar kuucha-e-e.atibaar me.n
kitne hai.n chaak dekhiye jalva-e-parda-daar me.n
Ijtiba Rizvi
Nazm
sab kuchh hai apne des mein roTi nahin to kya
har qism kii jadiid imaarat hamaare paas
har ek parda-daar-e-tijaarat hamaare paas
Shamsii Meenai
Nazm
karo lakh munh se nahin nahin
mushkil hai ba.Dii mushkil sakhii
raaz-e-‘ishq chhupaa.e chhuptaa nahii.n
Sada Ambalvi
Nazm
bulbul o parwana
khulaa hai tujh pe abhii aah raaz-e-ishq kahaa.n
tuu bul-havas hai, tujhe imtiyaaz-e-ishq kahaa.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
haqaeq
da.avaa-e-ulfat jataa kar muft me.n rusvaa na ho
daar par cha.Dhne se pahle raaz-e-ishq afshaa na kar
Zafar Ali Khan
Nazm
nazar-nazar mein Dar kar dil-o-jigar pe war kar
hai pyaar gar gunaah to gunaah baar-baar kar
chhupaa na raaz-e-'ishq ab jalaa na dil ko be-sabab
Sada Ambalvi
Nazm
bas ye bala-e-ishq
samjhaa.e kaun hazrat-e-naaseh ko raaz-e-ishq
kis tarah un ke dil me.n ko.ii dil ko Daal de
Zareef Jabalpuri
Nazm
sar-e-tur
tahniyat husn ko be-naqaabii kii do
diida-var aa gayaa parda-daar aa gayaa
Ali Sardar Jafri
Nazm
kaenat-e-zat ka musafir
ham-safar kaun hu.aa laala-e-sahraa.ii kaa
parda-e-raaz-e-azal chaak kiye jaataa hai
Ahmad Zafar
Nazm
shri guru-nanak
raaz-e-qudrat ke KHabar-daar guruu-naanak the
vaaqif-e-aalam-e-asraar guruu-naanak the