SEARCH RESULTS
Showing search results for "ro.ndii"
Ghazal MATCHES FOR "ro.ndii"
Ghazal
ro.ndii kisii ne paa-e-hinaa.ii se merii naa'sh
thii zindagii me.n mujh ko jo buu-e-hinaa pasand
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ro.ndii hu.ii hai kaukaba-e-shahryaar kii
itraa.e kyuu.n na KHaak sar-e-rahguzaar kii
Mirza Ghalib
Ghazal
Iftikhar Naseem
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
bikhrii hu.ii ro.ndii hu.ii laasho.n se guzar kar
TuuTe hu.e miinaar-e-shahiidaa.n nazar aa.e
Rais Amrohvi
Ghazal
ye KHaak-basar husn ye mahtaab kii Tahnii
ro.ndii hu.ii sabze kii ye jaagiir ajab hai
Aamir Suhail
Ghazal
ye paa-e-jabr se ro.ndii hu.ii tamannaa.e.n
hai.n mahv-e-girya-e-paiham du.aa ke lahje me.n
Muhib Wafa
Ghazal
ismat o rif.at-e-anjum se KHayaal aataa hai
KHaak me.n ro.ndii ga.ii hurmat-e-aadam kyaa kyaa
Akhtar Ansari
Ghazal
paa.nv kii ro.ndii hu.ii KHaak hai apne sar par
ham ne chaahaa thaa ki aalam tah-o-baalaa dekhe.n
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
jalte KHemo.n me.n hamaarii nasl ro.ndii jaa.egii
yaad rakkhegii hamaare baad ye duniyaa hame.n
Sabir Raza
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kar chuke rindii bas ab 'majzuub' tum
ek chulluu me.n ye haalat ho ga.ii
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
ham apnii rindii-o-taa.at pe KHaak naaz kare.n
qubuul-e-hazrat-e-sultaa.n hu.ii hu.ii na hu.ii