SEARCH RESULTS
Showing search results for "salgirah"
Ghazal MATCHES FOR "salgirah"
Ghazal
yahii vo din the jab ik duusre ko paayaa thaa
hamaarii saal-girah Thiik ab ke maah me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
aur ab kii saalgirah par plan kyaa hai tiraa
aur ab kii baar to mai.n saamne bhii aa.uu.ngaa na.ii.n
Aal-e-Umar
Ghazal
hamraa aur samra ne saalgirah par aiman kii
KHuub chhu.Daa.ii aatish-baazii KHuub uchhaale phuul
Muzaffar Hanfi
Ghazal
mu.nh-zor zamaano.n kii zaraa khii.nch le baage.n
mere kisii bichh.De hu.e kii saal-girah hai
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
dard kii saal-girah KHair se guzre 'gauhar'
aa ga.ii raat vahii chaa.nd-gahan hone kii
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
us ke hijr kii saalgirah hai aane vaalii
ab vahshat kaa jashn manaayaa jaa saktaa hai
Rakesh Dilbar
Ghazal
kaisii ab saalgirah kaisii badhaa.ii yaaro
vo jo bichh.Daa to mirii 'umr ghaTaa dii us ne
Wajid Husain Saahil
Ghazal
kiijiye saal-girah fasl-e-bahaar aa pahu.nchii
be.Diyaa.n phir se badalvaa.iye diivaano.n kii
Rasheed lakhnavi
Ghazal
Shahbaz Nayyar
Ghazal
tum nahii.n aa.e to phir saalgirah par apnii
ek ik shaKHs kaa lauTaa diyaa tohfa ham ne
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
ma.azuur huu.n jo paa.nv miraa be-tarah pa.De
tum sargiraa.n to mujh se na ho mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh se gurez-paa hai to har raasta badal
mai.n sa.ng-e-raah huu.n to sabhii raasto.n me.n huu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jo be-KHabar ko.ii guzraa to ye sadaa de dii
mai.n sa.ng-e-raah huu.n mujh par inaayate.n kaisii