SEARCH RESULTS
Showing search results for "shama.a-ruu"
Ghazal MATCHES FOR "shama.a-ruu"
Ghazal
Ghamgeen Dehlvi
Ghazal
zom na kiijo sham.a-ruu bazm ke soz o saaz par
rakhiyo nazar bajaa-e-naaz KHaatir-e-piir-e-naaz par
Saail Dehlvi
Ghazal
sham.a-ruu jalva-kunaa.n thaa mujhe maaluum na thaa
saaf parde se ayaa.n thaa mujhe maaluum na thaa
Hayat Amrohvi
Ghazal
Naseem Dehlvi
Ghazal
aks-e-ruu-e-sham.a-ruu hai mere dil me.n jaa-guzii.n
dil miraa is aatish-e-lam.a-fagan me.n mast hai
Bahram ji
Ghazal
us sham.a-ruu kii bazm ke aadaab dekhiye
ik jal chukaa to duusraa parvaana aur hai
Shadan Badayuni
Ghazal
hamaarii aa.nkh me.n taariik bazm-e-aalam hai
jo zeb-e-bazm the vo sham.a-ruu nahii.n baaqii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Taban Abdul Hai
Ghazal
tujh pe gudaaz dil hai saraapaa ai sham.a-ruu
juu.n naKHl-e-mom baaG me.n har ik daraKHt thaa
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
us sham.a-ruu kii bazm gulistaa.n se kam nahii.n
minqaar-e-andaliib ho gul-giir ke liye
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aashiq banaa ke ham ko jalaate hai.n sham.a-ruu
parvaana chaahiye unhe.n parvaana chaahiye
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
khol chashm-e-lutf de jaagiir maqsuud-e-'siraaj'
sham.a-ruu parvaana-dil sayyaad par baaqii rahaa