SEARCH RESULTS
Showing search results for "sulaimaan"
Ghazal MATCHES FOR "sulaimaan"
Ghazal
ik khel hai aura.ng-e-sulaimaa.n mire nazdiik
ik baat hai ejaaz-e-masiihaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
dii baadshahii haq ne tujhe husn-nagar kii
yuu kishvar-e-iiraa.n me.n sulaimaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
vo daad-o-diid garaa.n-maaya shart hai hamdam
vagarna mehr-e-sulaimaan-o-jaam-e-jam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mil mujh se ai parii tujhe qur.aan kii qasam
detaa huu.n tujh ko taKHt-e-sulaimaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
apnaa bhii muddato.n se hai ruq.a lagaa hu.aa
bilqiis-e-shaa.irii ko sulaimaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
haakim-e-vaqt hai tujh ghar me.n raqiib-e-bad-KHuu
dev muKHtaar hu.aa mulk-e-sulaimaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
maare.n hai.n ham nagiin-e-sulaimaa.n ko pusht-e-dast
jab miT gayaa nishaan to go naam rah gayaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
qadam huzuur ke aa.e mire nasiib khule
javaab-e-qasr-e-sulaimaa.n Gariib-KHaana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
bhes kyaa kyaa na zamaane me.n banaa.e ham ne
ek chehre pe ka.ii chehre lagaa.e ham ne
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Ghazal
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Ghazal
kab talak shahr kii galiyo.n me.n phiroge yaaro
aasmaano.n pe u.Do taKHt-e-sulaimaa.n kii tarah
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ho.nTo.n pe jo tere hai ye muskaan mirii jaan
le jaa.egii ik roz mirii jaan mirii jaan
Sulaiman Jazib
Ghazal
aa.ii nazar jo gor sulaimaa.n kii ek roz
kuuche par us mazaar ke thaa ye raqam hu.aa