SEARCH RESULTS
Showing search results for "taa.er-e-shab"
Ghazal MATCHES FOR "taa.er-e-shab"
Ghazal
barham the KHvaab nii.nd kii retiilii os par
us par sitam ki taa.er-e-shab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ham bhii maanuus nahii.n dil ke a.ndhero.n se abhii
taa.er-e-shab bhii hai khole hu.e par kyaa kiije
Aabid Jafri
Ghazal
mere makaa.n kii chhat pe the taa.er-e-shab Dare Dare
jaise payaam-e-marg thaa tez havaa ke shor me.n
Saleem Ahmed
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
naa-shanaaso.n kii tahsii.n rang laa.ii hai kyaa kyaa
ko.ile bhii ab laal-e-shab-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho
A G Josh
Ghazal
nishaan-e-zaKHm pe nishtar-zanii jo hone lagii
lahuu me.n zulmat-e-shab u.ngliyaa.n bhigone lagii
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ai taa.er-e-shab ruu-kash-e-gul-baa.ng-e-sahar ho
KHushbuu nahii.n detaa gul-e-tar vaqt se pahle
Turfa Qureshi
Ghazal
dekhiye aur hai kyaa apne muqaddar me.n abhii
zulmat-e-shab se to hai.n nuur-e-sahar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
soz-e-ehsaas bahut hai ise kam-tar mat jaan
yahii sho.ala tujhe baaliida-nigaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
bichha.D ke shaam rahii tuul-e-umr tak goyaa
Thahar gayaa thaa jo lamha vo phir kahaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
saare din karte hai.n ham dasht-e-tamannaa kaa safar
gard chehre pe liye shaam ko ghar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
shab-e-firaaq kii zulmat me.n Gam ke maaro.n kaa
tire KHayaal kii taabindagii ne saath diyaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa