SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahqiir"
Ghazal MATCHES FOR "tahqiir"
Ghazal
faqiih-e-shahr kii tahqiir kyaa majaal mirii
magar ye baat ki mai.n Dhuu.nDtaa huu.n dil kii kushaad
Allama Iqbal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ab apnaa haal ham unhe.n tahriir kar chuke
KHaama supurd kaatib-e-taqdiir kar chuke
Anwar Dehlvi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ko.ii rukne kii tire shahr me.n tadbiir na thii
mere haatho.n me.n tirii zulf bhii zanjiir na thii
Aah Sambhali
Ghazal
ilzaam to aataa hai faqat ishq ke sar hii
raa.njhan kii to kartii nahii.n tahqiir ko.ii hiir
Fauziya rabab
Ghazal
aa.nkho.n me.n bichhe surma.ii maKHmal kii adaa aur
mahmil me.n phaTe ho.nTo.n kii tahqiir ajab hai
Aamir Suhail
Ghazal
mai.n tirii tahqiir kar saktaa nahii.n ai zabt-e-shauq
mere siine me.n rahegaa raaz jo siine me.n hai
Arsh Malsiyani
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
maanaa ki tujh ko aish kii jannat nasiib hai
tahqiir-e-Gam na kar ki ye ne.amat KHudaa kii hai
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Ghazal
jis hukm pe dahqaan kii mehnat kaa sila zabt
tahqiir ke laa.eq hai vo farmaan yaqiinan
Rasheed Hasrat
Ghazal
ye safar vo hai kii jo chhuuT gayaa chhuuT gayaa
phir use paane kii tadbiir nahii.n kar sakte
Siya sachdev
Ghazal
to kyaa zaruur ki tahqiir KHalq karte phiro
ik apnaa aks-e-anaa muhtashim banaate hu.e
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Rasheeda Ayan
Ghazal
tahqiir mirii is se sivaa bazm me.n kyaa ho
mai.n tujh se muKHaatib tuu fulaa.n-ibn-e-fulaa.n se
Ahmad Aqeel
Ghazal
ai shahr-e-anaa tere farebo.n ke bharam me.n
aa.iina-misaalo.n kii ho tahqiir kahaa.n tak
Irfan Waheed
Ghazal
chun ke har ek vafaa aur muravvat merii
mujh ko tahqiir kii miizaan me.n kyuu.n tol diyaa
Naqqash Abidi
Ghazal
'faariG' Gubaar-e-raah ko tahqiir se na dekh
paiGambar-e-bahaar hai mausam KHizaa.o.n kaa