SEARCH RESULTS
Showing search results for "takiya"
Ghazal MATCHES FOR "takiya"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
baaGbaa.n ne aag dii jab aashiyaane ko mire
jin pe takiya thaa vahii patte havaa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
badalnaa karvaT aur takiya mire pahluu me.n rakh denaa
vo sonaa aap aur meraa jagaanaa yaad aataa hai
Nizam Rampuri
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ek to sharm aap kii aur us pe takiya darmiyaa.n
dono.n diivaaro.n me.n ik diivaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
nahii.n aataa ise takiya pe aaraam
ye sar paa.nv se tere hil rahaa hai
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
zo.af se hai ne qanaa.at se ye tark-e-justujuu
hai.n vabaal-e-takiya-gaah-e-himmat-e-mardaana ham
Mirza Ghalib
Ghazal
zahe taqdiir kis aaraam o raahat se vo bismil hai
ki jis ke sar kaa takiya der se zaanuu-e-qaatil hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
murde na the ham aise dariyaa pe jab thaa takiya
us ghaaT gaah o begah rahne lagaa thaa jamghaT
Meer Taqi Meer
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
'miit' yaado.n ne bhii kitnaa hai sataayaa mujh ko
miraa takiya ba.Daa bhiigaa hai tirii yaado.n se
Amit Sharma Meet
Ghazal
du.aa gadaa-e-asar hai gadaa pe takiya na kar
ki e'timaad-e-asar kyaa milaa milaa na milaa
Fani Badayuni
Ghazal
mai.n ho gayaa huu.n kisii nii.nd kaa shiraakat-daar
mai.n ik hasiin kaa takiya badal ke aayaa huu.n