SEARCH RESULTS
Showing search results for "takiya"
Nazm MATCHES FOR "takiya"
Nazm
kangan
raat ko jab bhii tuu nii.ndo.n ke safar par jaatii
marmarii.n haath kaa ik takiya banaayaa kartii
Wasi Shah
Nazm
jugnu
yatiim aa.nsu.o.n se takiya bhiig jaataa thaa
kisii se ghar me.n na kahtaa thaa apne dil kaa bhed
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nashat-e-umid
merii sipar aur mire dil kii panaah
dard-o-musiibat me.n mirii takiya-gaah
Altaf Hussain Hali
Nazm
bewa ki KHud-kushi
thartharaa kar girtii hai jab suune bistar par nazar
le ke ik karvaT paTak detii hai vo takiya pe sir
Kaifi Azmi
Nazm
be-nang-o-nam
kis ne takiya pe ye kaa.Dhaa hai gire kaa misraa
haa.e TuuTii hu.ii niindo.n kii sazaa kaisii hai
Shaz Tamkanat
Nazm
waqt-e-murawwat
tamaam raaz-e-nihaa.n khul ga.e mire dil par
ze-takiya-gaah-e-adam taa-ba-kaargaah-e-vajuud
Josh Malihabadi
Nazm
dost ruKHsat ho gae
apnii apnii qabr par takiya kiye
vo thakan kii is musalsal sarsaraahaT se to ab aazaad hai.n
Ghalib Ahmad
Nazm
murgh-e-marhum
mere injection tujhe lutf-e-fanaa dene lage
jin pe takiya thaa vahii patte havaa dene lage
Asad Jafri
Nazm
bura man gae
merii tauhiin thii khaTmal se mako.De se shikast
nochnaa jo pa.Daa takiya to buraa maan ga.e
Adil Khilganvi
Nazm
guDDe guDiya ka byah
jahaa.n farsh ik chaa.ndnii kaa bichhaa thaa
thii masnad na.ii gaav takiya nayaa thaa