SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqsiim"
Ghazal MATCHES FOR "taqsiim"
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
taqsiim kiye paara-e-dil bazm-e-butaa.n me.n
har ek ke hai paas nishaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
jo hogii sub.h to taqsiim ho jaa.e.nge phir ham
Dhalii hai shaam to KHud ko ikaTThaa kar rahe hai.n
Irfan Sattar
Ghazal
usii ke qurb ne taqsiim kar diyaa aaKHir
vo jis kaa hijr mujhe vaj.h-e-inhimaak hu.aa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Shahryar
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
mai.n tere shahr se niklaa thaa ain us lamha
tire nikaah pe taqsiim jab bataashe hu.e
Amir Ameer
Ghazal
hazaar shukr na zaa.e' hu.ii mirii khetii
ki barq o sail me.n taqsiim daana daana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
bichha.Dte vaqt vo taqsiim kar gayaa mausam
bahaar us kii taraf hai KHizaa.n hamaarii taraf
Rajesh Reddy
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
taqsiim karne niklaa thaa vo raushnii magar
jalte hu.e diye ko havaa kaa savaal thaa
Abbas Dana
Ghazal
maal chorii kaa jo taqsiim kiyaa choro.n ne
nisf to baT gayaa bastii ke nigahbaano.n me.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ye kis hisaab se kii tuu ne raushnii taqsiim
sitaare mujh ko mile maahtaab us kaa thaa
Wazir Agha
Ghazal
film taqsiim-e-viraasat kaa yahii the-end hai
dard kuchh aisaa thaa jo gardan dabaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
ba.ad az sadaa-e-kun hu.ii taqsiim-e-hast-o-buud
phirtaa thaa kaa.enaat akelaa uThaa ke mai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
sab ke sab KHvaab mai.n taqsiim nahii.n kar detaa
ek do KHvaab pas-andaaz bhii kar letaa huu.n
Anjum Saleemi
Ghazal
mere behis mai.n tujhe milne nahii.n aa.uu.ngii
aaj taqsiim hu.aa meraa iraada aadhaa
Komal Joya
Ghazal
ghar kii taqsiim vasiyyat ke mutaabiq hogii
phir bhii kyo.n mujh ko sage bhaa.ii se Dar lagtaa hai