SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqtii"
Ghazal MATCHES FOR "taqtii"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
maa.n baiTh ke taktii thii jahaa.n se miraa rasta
miTTii ke haTaate hii KHazaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
diivaane ko taktii hai.n tire shahr kii galiyaa.n
niklaa to idhar lauT ke bad-naam na aayaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
udaasii pat-jha.Do.n kii shaam o.Dhe raasta taktii
pahaa.Dii par hazaaro.n saal kii ko.ii imaarat sii
Bashir Badr
Ghazal
aa.nkh rah taktii rahii dil us ko samjhaataa rahaa
apnaa apnaa kaam dono.n umr-bhar karte rahe
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
sadiyo.n se raah taktii hu.ii ghaaTiyo.n me.n tum
ik lamha aa ke hans ga.e mai.n Dhuu.nDhtaa phiraa
Majeed Amjad
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
har taraf dekh rahe hai.n mire ham-umr KHayaal
raah taktii hu.ii aa.nkho.n ko sulaane aate
Indira Varma
Ghazal
baiThii huu.n intizaar me.n taktii huu.n rah tirii
raahat sukuun-o-chain na mujh ko qaraar hai
Dua Ali
Ghazal
raah chalte mai.n jise dekhtaa huu.n lagtaa hai
jaise be-vaj.h sii aa.nkhe.n hai.n ki taktii jaa.e.n
Manmohan Talkh
Ghazal
raah taktii hai kisii aur jagah KHush-KHabarii
mai.n magar aur hii raste se bulaayaa gayaa huu.n
Abid Malik
Ghazal
raah taktii raat kaa ye rang hai tere binaa
chaa.nd bhii maayuus hai taare bhii sab Gamgiin hai
Sandeep Thakur
Ghazal
is aa.iine kaa to ab reza reza chubhtaa hai
ye aa.iina jise taktii rahii KHudaa.ii tak