SEARCH RESULTS
Showing search results for "tavakkul"
Ghazal MATCHES FOR "tavakkul"
Ghazal
manzil-e-ishq-o-tavakkul manzil-e-ezaaz hai
shaah sab baste hai.n yaa.n ko.ii gadaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
miraa gunaah bhii shaa.ista-e-tavakkul hai
ki tuu KHudaa hai miraa aur KHair-KHuu tuu hai
Asim Wasti
Ghazal
mire bachche tujhe itnaa tavakkul raas aa jaa.e
ki sar par imtihaa.n hai aur tayyaarii nahii.n kartaa
Aasi Karnali
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dil kii taskiin ko kaafii hai pareshaa.n honaa
hai tavakkul ba-KHudaa be-sar-o-saamaa.n honaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat me.n tavakkul hai zaruurii
mat soch kisii faa.eda nuqsaan ke baare
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
mulk-e-razaa me.n kar ke tavakkul kii jins ko
baiThe.n hai.n sab isii kii dukaane.n lagaa lagaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ham jo apnaa.e.n zamaane me.n tavakkul yaarab
baab khul jaa.e.nge ham par tirii rahmat ke sivaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
hai tavakkul mujhe allaah par apne 'akbar'
jis ko kahte hai.n bharosa vo bharosa hai yahii
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
'aatish' jo chaahe paa.e tavakkul ke mahkame
jo sub.h ko mile na rahe shaam ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
saudaa-e-talab ko na tavakkul ke evaz de
ye shart to KHud KHaaliq-e-taqdiir bhii chaahe
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
sarmaaya-o-asbaab jise chaahe use de
'raahii' ko bas ik sabr-o-tavakkul mire allaah
Mehboob Rahi
Ghazal
afsurdagii aazurdagii pazhmurdagii be-kaar hai
us pe hai jis kaa tavakkul KHush hai be.Daa paar hai
Mohammad Hazim Hassan
Ghazal
binaa-e-raKHt binaa-e-safar tavakkul hai
madad na dast-e-madad-gaar ke musaafir hai.n
Tahir Adeem
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
suu-e-daulat nazar aa.ii na jo raah-e-e'zaaz
masnad-e-sabr-o-tavakkul hii pe ham tan baiThe
Akbar Allahabadi
Ghazal
mehr kuucha tiraa jhaa.De hai ba-jaaruub-e-shu.aa
ki isii tarah baham tujh se tavassul pahu.nche