SEARCH RESULTS
Showing search results for "ziin"
Ghazal MATCHES FOR "ziin"
Ghazal
taqdiir ne kyaa qutub-e-falak mujh ko banaayaa
mohtaaj miraa paa.nv rahaa KHaana-e-zii.n kaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mizaaj-e-yaar mukaddar na hone paa.e 'yaas'
buland daaman-e-zii.n kahii.n se Gubaar na ho
Yagana Changezi
Ghazal
vaqt kii ziin pe baiThnaa 'abdul' naa-mumkin
ham kaahil hai.n aur ye jaldii chaltaa hai
Rana Abdurrab
Ghazal
bakriyaa.n roz-e-azal se koh kii rasta shanaas
ai sunahrii ziin vaale nuqra.ii rath ke savaar
Ahmad Jahangir
Ghazal
kamand ko kamaan ko abhii se tah na kiijiye
ki ye shikaar ke liye hai.n ziin ke liye nahii.n
Ahmad Shahryar
Ghazal
vo jo kahlaate the zii.n-pesh tire yaaro.n me.n
jaan-e-man ab to hame.n bhuul gayaa ham hii hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kisii ne thaam lii ba.Dh kar mire faras kii rikaab
kisii ne haath ba.Dhaayaa thaa ziin kii jaanib
Shahid Kamal
Ghazal
hargiz hu.aa na yaaro vo shoKH yaar apnaa
zii.n pesh varna ham ne kyaa kyaa ki kar na dekhaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
talab ne ziin sajaa.ii kiran ke gho.De par
kabhii jo sair-e-mah-o-mahr kaa iraada hu.aa
Jawaz Jafri
Ghazal
mamtaa bharii nigaah ne rokaa to Dar lagaa
jab bhii shikaar ziin se baa.ndhaa to Dar lagaa
P P Srivastava Rind
Ghazal
ik arsh thaa jhukaa hu.aa girne ko suu-e-farsh
ik jism-e-sad-shigaaf sar-e-sat.h-e-ziin thaa
Nasir Shahzad
Ghazal
hame.n to hazrat-e-vaa.iz kii zid ne pilvaa.ii
yahaa.n iraada-e-sharb-e-mudaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
husn aur us pe husn-e-zan rah ga.ii bul-havas kii sharm
apne pe e'timaad hai Gair ko aazmaa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n samundar bhii huu.n motii bhii huu.n Gota-zan bhii
ko.ii bhii naam miraa le ke bulaa le mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
vaa.iz subuut laa.e jo mai ke javaaz me.n
'iqbaal' ko ye zid hai ki piinaa bhii chho.D de