SEARCH RESULTS
Showing search results for "اتحاد"
Nazm MATCHES FOR "اتحاد"
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
daftar-e-ittihaad-o-yak-jehtii
pyaar kii daastaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
ram
un ko thaa apnii rasm-e-uKHuvvat pe e'timaad
KHud khaa ke juuThe ber diyaa dars-e-ittihaad
Rahbar Jaunpuri
Nazm
siyasat
sadaa ye ittihaad-e-baahamii par vaar kartii hai
ta.assub ko havaa detii hai dil bezaar kartii hai
Rahbar Jaunpuri
Nazm
chhabbis january
aapas me.n ittihaad ba.Dhaatii hai.n jhaa.nkiyaa.n
shaan-e-vatan dikhaatii hai chhabbiis january
Masooda Hayat
Nazm
urdu-e-mualla
faarsii hindii kii aamezish se hai is kaa vajuud
yaadgaar-e-ittihaad-e-ahl-e-islaam-o-hanuud
Safi Lakhnavi
Nazm
KHiraj-aqidat
ik hudii-KHvaan-e-mohabbat ik naqiib-e-ittihaad
ik fidaa-e-soz-e-naaquus-o-azaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jashn-e-azadi
ittihaad o aashtii har dam rahe.n pesh-e-nazar
jaa-guzii.n dil me.n rahe zauq-e-amal bil-iltizaam
Arsh Malsiyani
Nazm
urdu zaban
hinduu muslim ke iKHlaas kii daastaa.n
ittihaad-o-mohabbat kaa qaumii nishaa.n
Bano Tahira Sayeed
Nazm
KHwatin ka bank
ladies ittihaad jo begaanagii se hai
kyaa jaane KHauf kyaa unhe.n mardaangii se hai
Khalid Irfan
Nazm
nazm ittihad
phuulo-phalo ilaahii raho shaad sar-ba-sar
ho naKHl-e-ittihaad hamesha ye baarvar
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Nazm
taaruf
kufr o ilhaad se nafrat hai mujhe
aur maz.hab se bhii be-zaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
jab ek hii chaman kii tum ho bahaar dono.n
jab ek hii shajar ke ho barg-o-baar dono.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
hamari zaban
hai ittihaad-e-qaumii kaa naGma
aaGaaz is kaa us kii javaanii