SEARCH RESULTS
Showing search results for "جنوائی"
Nazm MATCHES FOR "جنوائی"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj tujh se judaa hai.n to kal baham ho.nge
ye raat bhar kii judaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj-mahal
un ke pyaaro.n ke maqaabir rahe benaam-o-numuud
aaj tak un pe jalaa.ii na kisii ne qindiil
Sahir Ludhianvi
Nazm
shayad
mashaam-e-jaa.n me.n mere aashtii-mandaana aatii ho
judaa.ii me.n balaa kaa iltifaat-e-mehramaana hai
Jaun Eliya
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
jo terii qurbat tirii judaa.ii
me.n kaT ga.e roz-o-shab tire hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mujhe tumhaarii judaa.ii kaa ko.ii ranj nahii.n
mire KHayaal kii duniyaa me.n mere paas ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
lahje me.n magar balaa kaa Thahraa.o
aavaaz me.n guu.njtii judaa.ii
Parveen Shakir
Nazm
26 january
aa.o ki aaj Gaur kare.n is savaal par
dekhe the ham ne jo vo hasii.n KHvaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
is jalva-e-be-parda ko parda me.n chhupaa dekh!
ayyaam-e-judaa.ii ke sitam dekh jafaa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
man ka KHwab
judaa.ii me.n rahtii huu.n mai.n be-qaraar
pirotii huu.n har roz ashko.n ke haar
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
mujh ko bhii tamannaa hai ki 'iqbaal' ko dekhuu.n
kii us kii judaa.ii me.n bahut ashk-fishaanii
Allama Iqbal
Nazm
nama-e-jaanan
na kisii satr pe bhiige hu.e kaajal kii lakiir
na kahii.n zikr judaa.ii kaa na diidaar kii baat
Ahmad Faraz
Nazm
qaid-e-tanhai
KHvaab hii KHvaab me.n betaab nazar hone lagii
adam-aabaad-e-judaa.ii me.n sahar hone lagii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
munajat-e-bewa
jaa.e kahaa.n maujo.n se nikal kar
qismat hii me.n jab thii judaa.ii