SEARCH RESULTS
Showing search results for "طوطي"
Nazm MATCHES FOR "طوطي"
Nazm
basant aur holi ki bahaar
aavaaz hai papiiho.n kii mastii bharii hu.ii
tuutii ke bol sun ke tabii.at harii hu.ii
Ufuq Lakhnavi
Nazm
urdu-e-mualla
har adaa-shiirii.n mazaaq-e-paarsaa-o-ri.nd me.n
us kaa tuutii boltaa thaa sabza-zaar-e-hind me.n
Safi Lakhnavi
Nazm
uTh
uTh ki be-raunaq nazar aataa hai ab sahn-e-chaman
bulbul-o-tuutii pe sabqat le ga.e zaaG-o-zaGan
Amjad Najmi
Nazm
nashat-e-umid
naam hai sidra kabhii tuubaa tiraa
roz niraalaa hai tamaashaa tiraa
Altaf Hussain Hali
Nazm
paisa
vaa.n ko.ii aayaa liye ek murassaa pi.nj.Daa
laal dastaar-o-dupaTTaa bhii haraa juu.n-totaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
maulana abul-kalam ka janaza dekh kar
saat din pahle bhii thaa taqriir me.n kitnaa asar
tuutii-e-hindostaa.n ko khaa ga.ii kis kii nazar
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
subh ki aamad
jo tote ne baaGo.n me.n Te.n Te.n machaa.ii
to bulbul bhii gulshan me.n hai chahchahaaii
Ismail Merathi
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
gurgal u.D kar vo pilkhan par jaa baiThii
piipal me.n tote ne bachche de rakhe hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
bahut se bachchon ka ghar
amjad sofe par ko.ele se
kaalaa totaa banaa rahaa hai