SEARCH RESULTS
Showing search results for "مرہم"
Nazm MATCHES FOR "مرہم"
Nazm
mere hamdam mere dost!
gar miraa harf-e-tasallii vo davaa ho jis se
jii uThe phir tiraa uj.Daa hu.aa be-nuur dimaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pas raho
marham-e-mushk liye, nashtar-e-almaas liye
bain kartii hu.ii ha.nstii hu.ii gaatii nikle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
na ko.ii zaKHm na marham ki zindagii apnii
guzar rahii hai har ehsaas ko ga.nvaane me.n
Jaun Eliya
Nazm
hinDola
agarche duusre bachcho.n kii tarah thaa mai.n bhii
ba-zaahir auro.n ke bachpan saa thaa miraa bachpan
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aalam kitne
kitne Gunche hai.n jigar-chaak gulistaa.n me.n abhii
har taraf zaKHm hai.n be-minnat-e-marham kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
main aur main!
jism ki jis ke kachche zaKHm bahut dukhte the
zaKHm ki jin kaa marham vaqt ke paas nahii.n hai
Saqi Faruqi
Nazm
taKHliq
marham-e-ashk nahii.n zaKHm-e-talab kaa chaara
KHuu.n bhii ro.o.ge to kis KHaak kii saj-dhaj hogii
Ahmad Faraz
Nazm
man tere jaane ke baad
kaun marham zaKHm-e-jaa.n par pyaar se rakh paa.egaa
dard kii shiddat me.n merii piiTh ko sahlaa.egaa
Shahnaz Parveen Shazi
Nazm
hum to majbur the is dil se
marham-e-yaas se maa.il-ba-shifaa hone lagaa
zaKHm-e-ummiid ko.ii phir se haraa hone lagaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mohabbat ki baat
be-rahmii se rau.nde jaane ke ba.ad
marham lagaa.e.n zaKHmii vajuud par
Irshad Kamil
Nazm
waqt ke nam ek KHat
vo aglii paidaa.ish tak multavii karnaa pa.Daa hai
bachpan me.n lage zaKHm par marham rakhne ke liye
Zahid Imroz
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
mohabbat pesh-raft-e-nasl bhii hai
mohabbat zaKHm par marham