SEARCH RESULTS
Showing search results for "अमीरी"
Nazm MATCHES FOR "अमीरी"
Nazm
jawed ke nam
miraa tariiq amiirii nahii.n faqiirii hai
KHudii na bech Gariibii me.n naam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri raat
liyaa aaGosh me.n phuulo.n kii siijo.n ne amiirii ko
muhayyaa KHaak hii ne kar diye aasan faqiirii ko
Hafeez Jalandhari
Nazm
akaD shah mal-dar ho gaya
vo apnii amiirii me.n yuu.n kho gayaa
faraamosh sab dosto.n ko kiyaa
Mohammad Osama Sarsari
Nazm
saqi-nama
yahii kuchh hai saaqii mataa-e-faqiir
isii se faqiirii me.n huu.n mai.n amiir
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
mohabbat amiiro.n kii baazii
hasan apne diivaar-o-dar par nazar kar
Noon Meem Rashid
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq faqiih-e-haram ishq amiir-e-junuuud
ishq hai ibnus-sabiil is ke hazaaro.n maqaam
Allama Iqbal
Nazm
nau-jawan se
sharaab khii.nchii hai sab ne Gariib ke KHuu.n se
tuu ab amiir ke KHuu.n se sharaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kisan
tifl-e-baaraa.n taajdaar-e-KHaak amiir-e-bostaa.n
maahir-e-aa.iin-e-qudarat naazim-e-bazm-e-jahaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
aazadi
syaah-KHaana-e-duniyaa kii zulmate.n hai.n do-ra.ng
nihaa.n hai sub.h-e-asiirii me.n shaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
bahut ghuTan hai
faqiir-e-shahr ke tan par libaas baaqii hai
amiir-e-shahr ke armaa.n abhii kahaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Nazm
rishwat
be-dha.Dak pii kar Gariibo.n kaa lahuu ak.De.n amiir
devtaa ban kar rahe.n to ye Gulaamaan-e-haqiir