SEARCH RESULTS
Showing search results for "अर्सा"
Nazm MATCHES FOR "अर्सा"
Nazm
chand roz aur meri jaan
ik zaraa sabr ki fariyaad ke din tho.De hai.n
arsa-e-dahr kii jhulsii hu.ii viiraanii me.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
ye gha.Dii mahshar kii hai to arsa-e-mehshar me.n hai
pesh kar Gaafil amal ko.ii agar daftar me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
jashn-e-ghaalib
jo vaada-e-fardaa par ab Tal nahii.n sakte hai.n
mumkin hai ki kuchh arsa is jashn pe Tal jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
fankar
dekh is arsa-e-gah-e-mehnat-o-sarmaaya me.n
mere naGme bhii mire paas nahii.n rah sakte
Sahir Ludhianvi
Nazm
inqilabi aurat
kahaa.n javaanii
ya.anii us ko guzre ab tak kaafii arsa biit chukaa hai
Fahmida Riaz
Nazm
mata-e-alfaz
kuchh takalluf se sahii Thahar ke kuchh baat kare.n
aur is arsa-e-aKHlaaq-o-muravvat me.n kabhii
Zehra Nigaah
Nazm
nashat-e-umid
hotii hai be-sabrii o taaqat me.n ja.ng
arsa-e-aalam nazar aataa hai ta.ng
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHak-e-dil
ek saathii bhii tah-e-KHaak yahaa.n sotii hai
arsa-e-dahr kii be-rahm kashaakash kaa shikaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
dhup lage aakash pe jab
chiTThii gum hu.e to arsa biit chukaa
mohr lagaa bas maTiyaalaa saa
Gulzar
Nazm
goristan-e-shahi
arsa-e-paikaar me.n ha.ngaama-e-shamshiir kyaa
KHuun ko garmaane vaalaa naara-e-takbiir kyaa
Allama Iqbal
Nazm
zindagi
arsa-e-dahr pe sarmaaya o mehnat kii ye ja.ng
amn o tahziib ke ruKHsaar se u.Dtaa hu.aa ra.ng
Jan Nisar Akhtar
Nazm
holi
phir aan ke ishrat kaa machaa Dha.ng zamii.n par
aur aish ne arsa hai kiyaa ta.ng zamii.n par