SEARCH RESULTS
Showing search results for "गुलाब"
Nazm MATCHES FOR "गुलाब"
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n duurii ke KHas o KHaak tale
khil rahe hai.n tire pahluu ke saman aur gulaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere hamdam mere dost!
kaise gulchii.n ke liye jhuktii hai KHud shaaKH-e-gulaab
kis tarah raat kaa aivaan mahak jaataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dosti ka hath
na khil sake kisii jaanib mohabbato.n ke gulaab
na shaaKH-e-amn liye faaKHta ko.ii aa.ii
Ahmad Faraz
Nazm
magar zulm ke KHilaf
jo KHuun ham ne nazr diyaa hai zamiin ko
vo KHuun hai gulaab ke phuulo.n ke vaaste
Sahir Ludhianvi
Nazm
zooming
chhoTe se ik makaan me.n kachchii zamii.n kaa sahn
kachchii zamii.n ke sahn me.n khiltaa hu.aa gulaab
Ashfaq Husain
Nazm
akele kamre mein
chaman kaa rang nasiim-e-sahar gulaab ke phuul
nahii.n ho tum to ye saare udaas lagte hai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
nau-jawan se
tiraa shabaab amaanat hai saarii duniyaa kii
tuu KHaar-zaar-e-jahaa.n me.n gulaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kar gae kuch kahan
ab jo tuu shahr-e-nigaaraa.n me.n qadam rakkhegaa
har taraf khilte chale jaa.e.nge chehro.n ke gulaab
Ahmad Faraz
Nazm
mere liye kaun sochta hai
ki merii aa.nkhe.n gulaab kyuu.n hai.n
mirii mashaqqat kii shaaKH-e-uriyaa.n par