SEARCH RESULTS
Showing search results for "जज़्बात"
Nazm MATCHES FOR "जज़्बात"
Nazm
chand roz aur meri jaan
jism par qaid hai jazbaat pe zanjiire.n hai.n
fikr mahbuus hai guftaar pe taaziire.n hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (2)
ki jazbaat kaa haatim bhii mai.n
aur ashiyaa kaa parastaar bhii mai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
izhaar
tere bas me.n thii agar mash.al-e-jazbaat kii lau
tere ruKHsaar me.n gulzaar na bha.Dkaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ai ishq kahin le chal
armaano.n kaa qaatil hai ummiido.n kaa rahzan hai
jazbaat kaa maqtal hai jazbaat kaa madfan hai
Akhtar Shirani
Nazm
andeshe
be-mahal chhe.D pe jazbaat ubal aa.e ho.nge
Gam pashemaan-e-tabassum me.n Dhal aa.e ho.nge
Kaifi Azmi
Nazm
mujassama
tund jazbaat se bharpuur barahna siina
jaise sustaane ko tuufaan zaraa Thahre ho.n
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
mai.n akasr un ke tasavvur me.n Duub jaataa thaa
vafuur-e-jazba se ho jaatii thii mizha pur-nam
Firaq Gorakhpuri
Nazm
yaad
machalte, muskuraate, jaagte, jazbaat kaa manzar
tasavvur-aafrii.n vo shaah-paare yaad aate hai.n
Shaukat Pardesi
Nazm
wo meri pahli mohabbat thi
vo merii pahlii mohabbat thii
KHaamoshii me.n chhupaa.e jazbaat jo samajh letii thii
Aamir Riaz
Nazm
jahan rehana rahti thi
mire jazbaat kii devii mire ash.aar kii malka
vo malka jo ba-ra.ng-e-azmat-e-shaahaana rahtii thii
Akhtar Shirani
Nazm
hasin aag
har adaa me.n hai javaa.n aatish-e-jazbaat kii rau
ye machalte hu.e sho.ale ye ta.Daptii hu.ii lau
Jan Nisar Akhtar
Nazm
alwida
tire daaman se ham ne qiimtii lamhaat paa.e hai.n
KHuluus-o-unsiyat ke be-bahaa jazbaat paa.e hai.n