SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़लसफ़े"
Nazm MATCHES FOR "फ़लसफ़े"
Nazm
ai sharif insano
amn jamhuur kii KHushii ke liye
jang jango.n ke falsafe ke KHilaaf
Sahir Ludhianvi
Nazm
bahut ghuTan hai
vo falsafe jo har ik aastaa.n ke dushman the
amal me.n aa.e to KHud vaqf-e-aastaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
magar haTe hai.n kahii.n jabr aur tashaddud miTe
vo falsafe ki jilaa de ga.e dimaaGo.n ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
jawab-e-shikwa
rah ga.ii rasm-e-azaa.n ruuh-e-bilaalii na rahii
falsafa rah gayaa talqiin-e-Gazaalii na rahii
Allama Iqbal
Nazm
nanak
aashkaar us ne kiyaa jo zindagii kaa raaz thaa
hind ko lekin KHayaalii falsafe par naaz thaa
Allama Iqbal
Nazm
namrud ki KHudai
ye qudsiyo.n kii zamii.n
jahaa.n falsafii ne dekhaa thaa, apne KHvaab-e-sahar-gahii me.n
Noon Meem Rashid
Nazm
wo
vo mire aate hii us kii nukta-parvar KHaamushii
jaise ko.ii huur ban jaa.e yakaayak falsafii
Jaun Eliya
Nazm
hum ki hero nahin
dard ko falsafe kii lorii dii
zaKHm par shaa.irii kaa phaahaa rakkhaa
Javaid Anwar
Nazm
mirza-ghaalib
falsafe kii KHuubsuurat tarjumaanii tuu ne kii
dasht-e-huu me.n aa.nsu.o.n se baaGbaanii tuu ne kii
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
ram
labrez hai sharaab-e-haqiiqat se jaam-e-hind
sab falsafii hai.n KHitta-e-maGrib ke raam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
dar-madh-am
naa vaqt falsafe kaa pa.Dhaane lagaa sabaq
sab mahv-e-aam aur tuu mahv-e-kalaam hai
Khalid Mahmood
Nazm
baiTha hai mere samne wo
mere liye us ke haath kaafii
us ke liye saaraa falsafa hai
Fahmida Riaz
Nazm
nanak
aashkaar us ne kiyaa jo zindagii kaa raaz thaa
hind ko lekin KHayaalii falsafa par naaz thaa