SEARCH RESULTS
Showing search results for "महरम"
Nazm MATCHES FOR "महरम"
Nazm
jawab-e-shikwa
aalim-e-kaif hai daanaa-e-rumuuz-e-kam hai
haa.n magar ijz ke asraar se naa-mahram hai
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-hindi
'iqbaal' ko.ii mahram apnaa nahii.n jahaa.n me.n
maaluum kyaa kisii ko dard-e-nihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
lenin
mahram nahii.n fitrat ke suruud-e-azlii se
biinaa-e-kavaakib ho ki daanaa-e-nabaataat
Allama Iqbal
Nazm
kisan
vaaris-e-asraar-e-fitrat faateh-e-ummiid-o-biim
mahram-e-aasaar-e-baaraa.n vaaqif-e-tab.a-e-nasiim
Josh Malihabadi
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
merii mahram mirii hamraaz bhii hai
tere hote hu.e har samt udaasii kaisii
Mohsin Naqvi
Nazm
saneha
kis kii nazar pa.Degii ab ''isyaa.n'' pe lutf kii
vo mahram-e-nazaakat-e-isyaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
farsh-e-naumidi-e-didar
mahram-e-hasrat-e-diidaar ho diivaar ko.ii
na ko.ii saaya-e-gul hijrat-e-gul se viiraa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bhaarat ke musalman
tuu mahram-e-har-lazzat-e-asraar azal se
virsa teraa raanaa.i-e-afkaar azal se
Jagan Nath Azad
Nazm
ishrat-e-tanhai
aa.nkh majbuur nahii.n hai mirii biinaa.ii se
mahram-e-dard-o-Gam-e-aalam-e-insaa.n huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
guru-nanak dev ji
tirii nigaah me.n qur.aan-o-diid kaa aalam
tiraa KHayaal thaa raaz-e-hayaat kaa mahram