SEARCH RESULTS
Showing search results for "शराफ़त"
Nazm MATCHES FOR "शराफ़त"
Nazm
muflisi
haa.n naaKHun aur baal ba.Dhaatii hai muflisii
jab muflisii hu.ii to sharaafat kahaa.n rahii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
madam
log kahte hai.n magar aap abhii tak chup hai.n
aap bhii kahiye Gariibo.n me.n sharaafat kaisii
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
magar the aa.iine iKHlaas aur sharaafat ke
ye chand aa.ii ga.ii baate.n aisii baate.n thii.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dosti ka hath
kare.n ye ahd ki arbaab-e-ja.ng hai.n jitne
unhe.n sharaafat o insaaniyat sikhaanaa hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
chand nasihaten
ho.n jamaa.at me.n sharaarat karne vaale bhii agar
duur kii un se faqat saahab salaamat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
KHatun-e-mashriq
terii peshaanii pe jhalkegaa misaal-e-barq-e-tuur
tifl kaa naaz-e-sharaafat aur shauhar kaa Guruur
Josh Malihabadi
Nazm
bazar
ek majbuur kaa tan biktaa hai man biktaa hai
in dukaano.n me.n sharaafat kaa chalan biktaa hai
Muzaffar Warsi
Nazm
pandrah august
uu.nchaa rahe sharaafat-o-aKHlaaq kaa alam
parcham buland uThaa.o ki pa.ndrah august hai
Maftun Kotvi
Nazm
eid milan
eid-ul-fitar kii vaj.h-e-sharaafat to dekhiye
har saal aa ke sab ko gale se lagaa.e hai
Nazeer Banarasi
Nazm
zarurat-e-ittihad
na ravaa-daarii o sharaafat hai
na ab amn-o-amaan o raahat hai