SEARCH RESULTS
Showing search results for "armaan"
Nazm MATCHES FOR "armaan"
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
qudrat ne to baKHshii thii hame.n ek hii dhartii
ham ne kahii.n bhaarat kahii.n iiraan banaayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
maine chand aur sitaron ki tamanna ki thi
pyaar maa.ngaa to sisakte hu.e armaan mile
chain chaahaa to umaDte hu.e tuufaan mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
intizar
KHush the ham apnii tamannaa.o.n kaa KHvaab aa.egaa
apnaa armaan bar-afganda-naqaab aa.egaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
ramaen ka ek sin
puuraa hu.aa jo byaah kaa armaan thaa kamaal
aafat ye aa.ii mujh pe hu.e jab safed baal
Chakbast Braj Narayan
Nazm
andeshe
us kaa ehsaas-e-latiif aur shikast-e-armaa.n
ta.ana-zan ek zamaana nazar aayaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
jawahar-lal nehru
dha.Dkane.n rukne se armaan nahii.n mar jaate
saa.ns tham jaane se elaan nahii.n mar jaate
Sahir Ludhianvi
Nazm
bahut ghuTan hai
faqiir-e-shahr ke tan par libaas baaqii hai
amiir-e-shahr ke armaa.n abhii kahaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Nazm
kali diwar
ye kaalii diivaar jo hai naamo.n kaa qabristaan
washington ke shahr me.n dafn hai.n kis kis ke armaan
Ahmad Faraz
Nazm
naya janm
ye kahte hai.n ki ab armaa.n nikaalo apne barso.n ke
tumhaare saamne phailaa hu.aa maidaan saaraa hai
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
munajat-e-bewa
kaun hai jo be-aas hai jiitaa
go ki bahut bande hai.n pur-armaa.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
be-karan raat ke sannaTe mein
ki zaraa ruuh ko apnii vo subuk-baar kare!
be-panaah aish ke haijaan kaa armaa.n le kar