SEARCH RESULTS
Showing search results for "fauz-e-aziim"
Nazm MATCHES FOR "fauz-e-aziim"
Nazm
payam-e-azadi
uTh aur haath me.n le teG-e-be-niyaam-e-amal
ki hai vasiila-e-fauz-o-maraam-e-aazaadii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
apni walida ki yaad mein
hu.ii hai ruuh vo ab jazb-e-ruuh-e-paak-e-aziim
milaa jo zaat me.n us kii judaa nahii.n miltaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
quqnus
tire halaq me.n vo safiir-e-KHvaab-e-aziim thii
ki KHalaa-e-fikr me.n kho ke jo
Saadat Saeed
Nazm
zikr-e-gandhi
us rahbar-e-aziim ne ham ko vo bal diye
a.ngrez mulk chho.D ke KHaamosh chal diye
Adil Jafari
Nazm
chala aa raha hun samundaron ke visal se
ye barahnagii-e-aziim terii dikhaa.uu.n mai.n
(jo gadaa-gadii kaa bahaana hai)
Noon Meem Rashid
Nazm
blood cancer
mai.n ik javaalaa-mukhii kaa qissa huu.n
mai.n infijaar-e-aziim kii taaqato.n me.n zarra huu.n
Razi Haider Gilani
Nazm
hinDola
shu.uur-e-hind ke bachpan kii yaadgaar-e-aziim
ki aise vaise taKHayyul kii saa.ns ukha.D jaa.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
masjid-e-qurtuba
us kaa maqaam-e-buland us kaa KHayaal-e-aziim
us kaa suruur us kaa shauq us kaa niyaaz us kaa naaz
Allama Iqbal
Nazm
lab-kusha
magar apne KHvaab-o-haqaa.eq kaa sail-e-aziim
ko.ii leak us kii banaa de
Shafiq Fatima Shera
Nazm
night-club
na.ii tahziib ke shahkaar-e-aziim!
terii pur-kaif o tarab-KHez fazaa.o.n ko salaam!
Saleem Betab
Nazm
karl marx
maaddii taariiKH-e-aalam jis kii taaliif-e-aziim
taas kaipiTaal hai yaa ziist kaa lubb-e-lubaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
jashn-e-aziim is saal hu.aa hai
shaahii fort me.n ball hu.aa hai