SEARCH RESULTS
Showing search results for "fauz-e-aziim"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fauz-e-aziim"
Ghazal
jo jaan kho ke paa.e.n to fauz-e-aziim hai
vo chiiz Dhuu.nDte hai.n tan-aasaaniyo.n me.n ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
kahaa thaa tum se ai 'aazim' sambhal sambhal ke chalo
bharam na rakkhaa magar tum ne parda-daarii kaa
Aazim Kohli
Ghazal
zulmate.n taariik shab kii duur karne ke liye
baadalo.n se ham ai 'aazim' bijliyaa.n le kar chale
Aazim Kohli
Ghazal
jalva-e-dost ne vo sehr kiyaa hai ki 'aziim'
dil sharaaro.n se farozaa.n hai KHudaa KHair kare
Azeem Hyderabadi
Ghazal
hujuum-e-maah-vashaa.n me.n 'aziim' rah ke mujhe
qadam qadam pe ba.Dii bebasii nazar aa.ii
Azeem Hyderabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "fauz-e-aziim"
Ghazal
Azeem Hyderabadi
Ghazal
idhar udhar hii ghuumte rahoge ‘yaavar-e-‘aziim'
na aar hai na paar hai ufuq ke paar us taraf
Yawar Azeem
Ghazal
tuu mirii jaan nahii.n ab magar ai jaan-e-'aziim'
zindagii ab bhii tirii dast-nigar hai ki jo thii
Azeem Murtaza
Ghazal
saare ahbaab apne apne raasto.n par ho liye
ai 'aziim' apnii taraf ab tuu bhii be-shak dekh le
Imran Azeem
Ghazal
Azeem Haider Syed
Ghazal
le kar uThaa huu.n phir se mai.n ik aur azm-e-nau
'aazim' ke naam se bhii to jaanaa gayaa huu.n mai.n
Munne Khan Azim
Ghazal
aqdaar-e-ilm-o-fahm kaa ye daur hii nahii.n
'aazim' ye daur aaj kaa hai KHush-libaas kaa
Munne Khan Azim
Ghazal
ba.Dhaa loge agar tum faasle mujh se kabhii 'aazim'
to ruudaad-e-dil-e-naashaad phir kis ko sunaa.oge