SEARCH RESULTS
Showing search results for "josh"
Nazm MATCHES FOR "josh"
Nazm
saqi-nama
musalmaa.n hai tauhiid me.n garam-josh
magar dil abhii tak hai zunnaar-posh
Allama Iqbal
Nazm
dard aaega dabe panw
laa.o sulgaa.o ko.ii josh-e-Gazab kaa a.ngaar
taish kii aatish-e-jarraar kahaa.n hai laa.o
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
dekhtii hai halqa-e-gardan me.n saaz-e-dil-barii
KHuun-e-israa.iil aa jaataa hai aaKHir josh me.n
Allama Iqbal
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
marhale pyaar ke aasaa.n bhii hai.n dushvaar bhii hai.n
dil ko ik josh iraado.n ko javaanii dii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
ram
talvaar kaa dhanii thaa shujaa.at me.n fard thaa
paakiizgii me.n josh-e-mohabbat me.n fard thaa
Allama Iqbal
Nazm
shikast
ek yaKH-basta udaasii hai dil o jaa.n pe muhiit
ab mirii ruuh me.n baaqii hai na umiid na josh
Sahir Ludhianvi
Nazm
jugnu
KHud apne qad se ba-josh-e-numuu nikaltaa hu.aa
fusuun-e-ruuh banaatii rago.n me.n chaltaa hu.aa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai sham-e-'josh' o mash.al-e-aivaan-e-aarzuu
ai mehr-e-naaz o maah-e-shabistaan-e-aarzuu
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
qaum par karte ho agar ehsaa.n
to dikhaa.o kuchh apnaa josh-e-nihaa.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
chand nasihaten
saath vaale dekhnaa tum se na ba.Dh jaa.e.n kahii.n
josh aisaa chaahiye aisii hamiyyat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
watan
ai vatan josh hai phir quvvat-e-iimaanii me.n
KHauf kyaa dil ko safiina hai jo tuGyaanii me.n
Josh Malihabadi
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
kis zabaa.n se kah rahe ho aaj tum saudaagaro
dahr me.n insaaniyat ke naam ko uu.nchaa karo
Josh Malihabadi
Nazm
parchhaiyan
ye be-qaraar ye be-iKHtiyaar josh-e-numuud
ki jaise nuur kaa favvaara ho shafaq-aaluud