SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalol"
Nazm MATCHES FOR "kalol"
Nazm
jhonpaDa
is me.n hii baaje aur naqaare-o-Dhol hai.n
shaa-jho.npa.Daa bhii is me.n hii karte kalol hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
parchhaiyan
uTho ki aaj har ik jang-juu se ye kah de.n
ki ham ko kaam kii KHaatir kalo.n kii haajat hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
us kii umiide.n qaliil us ke maqaasid jaliil
us kii adaa dil-fareb us kii nigah dil-navaaz
Allama Iqbal
Nazm
nashat-e-umid
kausar o tasniim hai yaa salsabiil
jalve hai.n sab tere ye be-qaal-o-qiil
Altaf Hussain Hali
Nazm
meri yaad tumko bhi aati to hogi
mirii yaad tum ko bhii aatii to hogii
guzishtaa mohabbat sataatii to hogii
Qaleel Jhansvi
Nazm
holi
ha.nsii KHushii kaa hai qaal-o-maqaal holii me.n
isii bahaar se gokul puure me.n jaa poh.nche
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
haa.e kashkol-e-gadaa.ii le ke ab jaa.egaa kaun
laal gandum laa ke ham kaalo.n ko khilvaa.egaa kaun
Syed Mohammad Jafri
Nazm
main nashe mein hun
ha.Dtaal karne se na Talo mai.n nashe me.n huu.n
ai Gair-mulkiyo.n kii kalo mai.n nashe me.n huu.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
dehli
bahaa.e baiThii hai aa.nsuu lahuu ke chandni-chowk
karol-bagh ke dil me.n qaroliyo.n kii nok
Wamiq Jaunpuri
Nazm
purana coat
ba.Daa buzurg hai ye go qaliil qiimat hai
miyaa.n buzurgo.n kaa saaya ba.Daa Ganiimat hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
zahr ka dariya
chalo ki zahr ke dariyaa kii sair kii jaa.e
use mathe.n aur amrit kii khoj kii jaa.e
Qaleel Jhansvi
Nazm
wishaal desh
baso.n ke motoro.n ke dau.Dte hu.e ye silsile
kalo.n kii ga.Dga.DaahaTo.n me.n zindagii ke valvale
Wafa Siddiqui
Nazm
KHuni qila
libaas-e-barahnagii me.n nihaa.n qalo-patra
miyaan-e-niil ko.ii laash dekh kar ha.ns de