SEARCH RESULTS
Showing search results for "kesh"
Nazm MATCHES FOR "kesh"
Nazm
madh
kuchh na.ng nahii.n ranj-e-asiirii ki puraanaa
mardaan-e-safaa-kesh se hai rishtaa-e-zanjiir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
kis diin kaa murshid hai, kis kesh kaa mojid hai
kis shahr kaa shahna hai kis des kaa vaalii hai?
Ibn e Insha
Nazm
shikwa
kaun sii qaum faqat terii talabgaar hu.ii
aur tere liye zahmat-kash-e-paikaar hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
KHud-gudaazii nam-e-kaifiyat-e-sahbaa-yash buud
KHaalii-az-KHesh shudan suurat-e-miinaa-yash buud
Allama Iqbal
Nazm
parinde ki fariyaad
aatii nahii.n sadaa.e.n us kii mire qafas me.n
hotii mirii rihaa.ii ai kaash mere bas me.n
Allama Iqbal
Nazm
safar-e-na-tamam
ham-junuu.n kesh o tarah-daar hamesha ke jo the
bhaagte-saayo.n ke piichhe dau.De
Wamiq Jaunpuri
Nazm
KHizr-e-rah
KHaak-o-KHuu.n me.n mil rahaa hai turkamaan-e-shaKHt-kosh
aag hai aulaad-e-ibraahiim hai namruud hai
Allama Iqbal
Nazm
ecstasy
kaa.npte ho.nTo.n pe thii allaah se sirf ik du.aa
kaash ye lamhe Thahar jaa.e.n Thahar jaa.e.n zaraa!
Parveen Shakir
Nazm
jamuna
o talavvun-kesh o kaafir-adaa aur duu.n-shi.aar
tuu ne badle rang laakho.n aah vaz-e-rozgaar
Suroor Jahanabadi
Nazm
nazm
tumhaare vaaste jo mere dil me.n hai 'haafii'
tumhe.n mai.n kaash ye sab kuchh kabhii bataa paatii
Tahzeeb Hafi
Nazm
aatish-e-KHamosh
sar-chashma-e-aKHlaaq vafaa-kesh-o-vafaa-kosh
ai mashriq-e-ishraaq-e-safaa abr-e-KHataa-posh