SEARCH RESULTS
Showing search results for "mala.ng"
Nazm MATCHES FOR "mala.ng"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bujhaa jo rauzan-e-zindaa.n to dil ye samjhaa hai
ki terii maa.ng sitaaro.n se bhar ga.ii hogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kai sal baad
tumhaare bhii chehre ke phiike the ra.ng
meraa chehra jaise bhaTaktaa mala.ng
Nadeem Gullani
Nazm
parchhaiyan
ravaa.n hai chhoTii sii kashtii havaa.o.n ke ruKH par
nadii ke saaz pe mallaah giit gaataa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo ruud-e-dajlaa kaa saahil
vo kashtii vo mallaah kii band aa.nkhe.n
Noon Meem Rashid
Nazm
o des se aane wale bata
ma.amuur hai.n gulzaar ab ki nahii.n
baazaar me.n maalan laatii hai
Akhtar Shirani
Nazm
muflisi
maalan gale kii haar ho dau.Dii le Daaliyaa.n
saqqaa kha.Daa sunaataa hai baate.n razaaliyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hinDola
ki jism to.D diye jaa.e.n un ke taaki mile
churaane vaalo.n ko KHairaat maagh-mele kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
wirsa
saalhaa-saal me.n jo barg-o-samar laayaa hai
apnaa haq maa.ng magar un ke ta.aavun se na maa.ng
Sahir Ludhianvi
Nazm
dua dua chehra
kabhii baal sukhaa.e aa.ngan me.n
kabhii maa.ng nikaale darpan me.n
Obaidullah Aleem
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
afshaa.n kii lakiir maa.ng me.n thii
kaajal aa.nkho.n me.n ha.ns rahaa thaa