SEARCH RESULTS
Showing search results for "miloge"
Nazm MATCHES FOR "miloge"
Nazm
dua
tum us se gar miloge to ham tum se kyo.n mile.n
aise tamaam jhag.De miTaa.e.nge agle saal
Adeel Zaidi
Nazm
yaad-e-ahbab
kis roz ab miloge ik din karo muqarrar
kuchh uzr ho to aa.e.n ham KHud tumhaare ghar par
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
kyaa kuchh na milaa hai jo kabhii tujh se milegaa
ab tere na milne kii shikaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hinDola
ham un ko dete hai.n be-jaan aur Galat ta.aliim
milegaa ilm-e-jihaalat-numaa se kyaa un ko
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHak-e-hind
Gunche hamaare dil ke is baaG me.n khile.nge
is KHaak se uThe hai.n is KHaak me.n mile.nge
Chakbast Braj Narayan
Nazm
pyar ka jashn
lab shiirii.n pe mirii tishna-labii kaa in.aam
jaane in.aam milegaa ki churaanaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
munni tere dant kahan hain
ik daavat me.n aaj mile.nge tikke aur polaav
murGii ke paa.e kaa saalan baigan kaa aachaar
Ibn e Insha
Nazm
musafir
hasii.n bhii tujhe raaste me.n mile.nge
nazar mat milaa muskuraa.e chalaa jaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bint-e-lamhat
har ek lamha gurezaa.n hai, jaise dushman hai
na tum milogii na mai.n, ham bhii dono.n lamhe hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
kitab gumrah kar rahi hai
jo manzilo.n se nahii.n milegii
safar pe jo gaamzan rakhegii