SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasraanii"
Nazm MATCHES FOR "nasraanii"
Nazm
shikwa
isii maamuure me.n aabaad the yuunaanii bhii
isii duniyaa me.n yahuudii bhii the nasraanii bhii
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
chhaa ga.ii aashufta ho kar vus.at-e-aflaak par
jis ko naadaanii se ham samjhe the ik musht-e-Gubaar
Allama Iqbal
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
mohalle kii sab se nishaanii puraanii
vo bu.Dhiyaa jise bachche kahte the naanii
Sudarshan Faakir
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
ik shahanshaah ne banvaa ke hasii.n taaj-mahal
saarii duniyaa ko mohabbat kii nishaanii dii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
mujh ko pyaare the jo anmol nishaanii kii tarah
tuu ne duniyaa kii nigaaho.n se jo bach kar likkhe
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
jis kii naadaanii sadaaqat ke liye betaab hai
jis kaa naaKHun saaz-e-hastii ke liye mizraab hai
Allama Iqbal
Nazm
nazrana
kyaa kamii hai jo karogii miraa nazraana qubuul
chaahne vaale bahut, chaah ke afsaane bahut
Kaifi Azmi
Nazm
hasan kuza-gar (2)
bas ek nishaanii hai yahii
un ke fan un kii ma.iishat kii kahaanii hai yahii
Noon Meem Rashid
Nazm
barsat ki bahaaren
kitno.n ko ho rahii hai us aish kii nishaanii
sote hai.n saath jis ke kahtii hai vo siyaanii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
raushniyan
kitnii gul-posh naqra.ii baa.nhe.n
dil ko halqe me.n le ke gaatii hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
falastini shohda jo pardes mein kaam aae
terii ulfat tirii yaado.n kii kasak saath ga.ii
tere naaranj shaguufo.n kii mahak saath ga.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
likhii hai har ik rang me.n aurat kii kahaanii
kahte hai.n use azmat-e-insaa.n kii nishaanii