SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabaat"
Nazm MATCHES FOR "sabaat"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
aani-o-faanii tamaam mojaza-haa-e-hunar
kaar-e-jahaa.n be-sabaat kaar-e-jahaa.n be-sabaat
Allama Iqbal
Nazm
aaftab
har shai ko terii jalva-garii se sabaat hai
teraa ye soz-o-saaz saraapaa hayaat hai
Allama Iqbal
Nazm
shahr-e-zulmat ko sabaat nahin
shahr-e-zulmaat ke sanaa-KHvaano
shahr-e-zulmaat ko sabaat nahii.n
Habib Jalib
Nazm
waqt ki qadr
mujhe junuu.n kaa sabaq phir pa.Dhaa bhii jaa salmaa
bahaar biitne vaalii hai aa bhii jaa salmaa
Akhtar Shirani
Nazm
harf-e-aKHir
Guruur-e-fat.h ke parcham havaa me.n lahraate
sabaat-o-azm ke uu.nche alam uThaa.e hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
habib-jalib
davaam-e-fasl-e-bahaaraa.n sabaat-e-gulshan hai
vo ek lamha hazaaro.n baras pe Gaalib hai
Hasan Abidi
Nazm
mohabbat
mohabbat se qaa.em nizaam-e-hayaat
taGayyur me.n bhii un kaa nuur-e-sabaat
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
uThenge maut se pahle
vo ham ki taaza jahaa.n ke naqiib-e-zan the na.e
sabaa kii chaal se aage hamaarii chaal rahii
Ali Akbar Natiq
Nazm
prometheus
mai.n apnii ruuh kii tanhaa.iyo.n kaa sho.ala huu.n
havaa-e-dahr me.n haasil nahii.n sabaat to kyaa