SEARCH RESULTS
Showing search results for "sherani"
Nazm MATCHES FOR "sherani"
Nazm
shikwa
qaum apnii jo zar-o-maal-e-jahaa.n par martii
but-faroshii ke evaz but-shikanii kyuu.n kartii
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
tuu ki ma.asuum bhii hai zuud-faraamosh bhii hai
us kii paimaa.n-shikanii ko bhii gavaaraa kar le
Ahmad Faraz
Nazm
dua
aa.iye arz guzaare.n ki nigaar-e-hastii
zahr-e-imroz me.n shiiriini-e-fardaa bhar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nanak
aah bad-qismat rahe aavaaz-e-haq se be-KHabar
Gaafil apne phal kii shiiriinii se hotaa hai shajar
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq kahin le chal
ai ishq kahii.n le chal is paap kii bastii se
nafrat-gah-e-aalam se la.anat-gah-e-hastii se
Akhtar Shirani
Nazm
apni malka-e-suKHan se
shero.n me.n karvaTe.n ye nahii.n soz-o-saaz kii
lahre.n hai.n ye huzuur kii zulf-e-daraaz kii
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
isii zamii.n pe kabhii shazaada-e-'KHurram'
zaraa sii dil-shikanii par jo ro diyaa hogaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sarkari aur ghair-sarkari do iden
radio kahtaa thaa sun lo kal hamaarii iid hai
aur aalim kahte the ye Gair-shara.ii iid hai
Dilawar Figar
Nazm
KHak-e-dil
mere shero.n kii sajaavaT mire giito.n kaa si.ngaar
lucknow apnaa jahaa.n sau.np chalaa huu.n tujh ko
Jan Nisar Akhtar
Nazm
shairi sach bolti hai
mai.n ne is fikr me.n kaaTe.n ka.ii raate.n ka.ii din
mire shero.n me.n tiraa naam na aa.e lekin