SEARCH RESULTS
Showing search results for "uood hindi ebooks"
Nazm MATCHES FOR "uood hindi ebooks"
Nazm
jawab-e-shikwa
misl-e-anjum ufuq-e-qaum pe raushan bhii hu.e
but-e-hindii kii mohabbat me.n birhman bhii hu.e
Allama Iqbal
Nazm
jawed ke nam
uThaa na shiishagaraan-e-fara.ng ke ehsaa.n
sifaal-e-hind se miinaa o jaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
kaafir-e-hindi huu.n mai.n dekh miraa zauq o shauq
dil me.n salaat o duruud lab pe salaat o duruud
Allama Iqbal
Nazm
ram
labrez hai sharaab-e-haqiiqat se jaam-e-hind
sab falsafii hai.n KHitta-e-maGrib ke raam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
chhabbis january
raKHshaa.n hai hurriyat kaa zebaa-nigaar dil-juu
taskiin-e-qalb muslim aaraam-e-jaan-e-hinduu
Tilok Chand Mahroom
Nazm
mera watan
iKHtiyaar o pasand kii ai hind
kyaa zaruurat na thii hasiino.n ko
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
ai waqt zara tham ja
ik dast-e-hinaa.ii kii dastak se khulaa dil me.n
ik rang kaa darvaaza
Amjad Islam Amjad
Nazm
urdu
zabaan-e-hind hai urdu to maathe kii shikan kyuu.n hai
vatan me.n be-vatan kyuu.n hai
Manzar Bhopali
Nazm
fareb
mother-e-hind ke chehre pe udaasii hai vahii
KHanjar aazaad hai.n siino.n me.n utarne ke liye
Ali Sardar Jafri
Nazm
darbar1911
jaame se baahar nigaah-e-naaz-e-fattaahaan-e-hind
hadd-e-qaanuunii ke andar honorablo.n kii qataar
Akbar Allahabadi
Nazm
dur tak yaad-e-watan aai thi samjhane ko
apnaa kuchh Gam nahii.n hai par ye KHayaal aataa hai
maadar-e-hind pe kab se ye zavaal aataa hai
Ram Parshad Bismil
Nazm
zakir-husain
in anaasir ko mohabbat se milaanaa hogaa
kishvar-e-hind kaa insaan banaanaa hogaa
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
basant aur holi ki bahaar
hai.n chuu.Diyo.n kii jo.D basantii kalaa.ii me.n
ban ke bahaar aa.ii hai dast-e-hinaa.ii me.n
Ufuq Lakhnavi
Nazm
siri kirshn
lataafato.n se kiyaa arz-e-hind ko labrez
kasaafato.n ko kiyaa duur apne naGmo.n se
Seemab Akbarabadi
Nazm
ram
be-shak unhii.n ke naam se raushan hai naam-e-hind
iqbaal ne bhii un ko kahaa hai imaam-e-hind
Rahbar Jaunpuri
Nazm
pyar kya hai
pyaar naarii kii maa.ng kii bindii
pyaar urdu zabaa.n hai aur hindii