Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baĔhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Waseem Barelvi's Photo'

Waseem Barelvi

1940 | Bareilly, India

Popular poet having vast mass following.

Popular poet having vast mass following.

Sher of Waseem Barelvi

177.3K
Favorite

SORT BY

apne chehre se jo zāhir hai chhupā.eƱ kaise

terī marzī ke mutābiq nazar aa.eƱ kaise

how do I hide the obvious, which from my face is clear

as you wish me to be seen, how do I thus appear

apne chehre se jo zahir hai chhupaen kaise

teri marzi ke mutabiq nazar aaen kaise

how do I hide the obvious, which from my face is clear

as you wish me to be seen, how do I thus appear

jahāƱ rahegā vahīƱ raushnī luTā.egā

kisī charāĔh kā apnā makāƱ nahīƱ hotā

EXPLANATION

ą¤‡ą¤ø ą¤¶ą„‡ā€™ą¤° ą¤®ą„‡ą¤‚ ą¤•ą¤ˆ ą¤…ą¤°ą„ą¤„ ą¤ą¤øą„‡ ą¤¹ą„ˆą¤‚ ą¤œą¤æą¤Øą¤øą„‡ ą¤…ą¤‚ą¤¦ą¤¾ą„›ą¤¾ ą¤²ą¤—ą¤¾ą¤Æą¤¾ ą¤œą¤¾ ą¤øą¤•ą¤¤ą¤¾ ą¤¹ą„ˆ ą¤•ą¤æ ą¤µą¤øą„€ą¤® ą¤¬ą¤°ą„‡ą¤²ą¤µą„€ ą¤¶ą„‡ā€™ą¤° ą¤®ą„‡ą¤‚ ą¤…ą¤°ą„ą¤„ ą¤•ą„‡ ą¤øą¤¾ą¤„ ą¤•ą„ˆą„žą¤æą¤Æą¤¤ ą¤Ŗą„ˆą¤¦ą¤¾ ą¤•ą¤°ą¤Øą„‡ ą¤•ą„€ ą¤•ą¤²ą¤¾ ą¤øą„‡ ą¤Ŗą¤°ą¤æą¤šą¤æą¤¤ ą¤¹ą„ˆą¤‚ą„¤ ā€˜ą¤œą¤¹ą¤¾ą¤ā€™ ą¤•ą„‡ ą¤øą¤Øą„ą¤¦ą¤°ą„ą¤­ ą¤øą„‡ ā€˜ą¤µą¤¹ą„€ą¤‚ā€™ ą¤”ą¤° ą¤‡ą¤Ø ą¤¦ą„‹ą¤Øą„‹ą¤‚ ą¤•ą„‡ ą¤øą¤Øą„ą¤¦ą¤°ą„ą¤­ ą¤øą„‡ ā€˜ą¤®ą¤•ą¤¾ą¤ā€™, ā€˜ą¤šą¤°ą¤¾ą„šā€™ ą¤•ą„‡ ą¤øą¤Øą„ą¤¦ą¤°ą„ą¤­ ą¤øą„‡ ā€˜ą¤°ą„Œą¤¶ą¤Øą„€ā€™ ą¤”ą¤° ą¤‡ą¤øą¤øą„‡ ą¤¬ą¤¢ą¤¼ą¤•ą¤° ā€˜ą¤•ą¤æą¤øą„€ā€™ ą¤Æą„‡ ą¤øą¤¬ ą¤ą¤øą„‡ ą¤²ą¤•ą„ą¤·ą¤£ ą¤¹ą„ˆą¤‚ ą¤œą¤æą¤Øą¤øą„‡ ą¤¶ą„‡ā€™ą¤° ą¤®ą„‡ą¤‚ ą¤…ą¤°ą„ą¤„ą„‹ą¤¤ą„ą¤Ŗą¤¤ą„ą¤¤ą¤æ ą¤•ą¤¾ ą¤¤ą¤¤ą„ą¤µ ą¤Ŗą„ˆą¤¦ą¤¾ ą¤¹ą„ą¤† ą¤¹ą„ˆą„¤

ą¤¶ą„‡ā€™ą¤° ą¤•ą„‡ ą¤¶ą¤¾ą¤¬ą„ą¤¦ą¤æą¤• ą¤…ą¤°ą„ą¤„ ą¤¤ą„‹ ą¤Æą„‡ ą¤¹ą„‹ ą¤øą¤•ą¤¤ą„‡ ą¤¹ą„ˆą¤‚ ą¤•ą¤æ ą¤šą¤°ą¤¾ą„š ą¤…ą¤Ŗą¤Øą„€ ą¤°ą„Œą¤¶ą¤Øą„€ ą¤øą„‡ ą¤•ą¤æą¤øą„€ ą¤ą¤• ą¤®ą¤•ą¤¾ą¤ ą¤•ą„‹ ą¤°ą„Œą¤¶ą¤Ø ą¤Øą¤¹ą„€ą¤‚ ą¤•ą¤°ą¤¤ą¤¾ ą¤¹ą„ˆ, ą¤¬ą¤²ą„ą¤•ą¤æ ą¤œą¤¹ą¤¾ą¤ ą¤œą¤²ą¤¤ą¤¾ ą¤¹ą„ˆ ą¤µą¤¹ą¤¾ą¤ ą¤•ą„€ ą„žą¤æą„›ą¤¾ ą¤•ą„‹ ą¤Ŗą„ą¤°ą¤œą„ą¤µą¤²ą¤æą¤¤ ą¤•ą¤°ą¤¤ą¤¾ ą¤¹ą„ˆą„¤ ą¤‡ą¤ø ą¤¶ą„‡ā€™ą¤° ą¤®ą„‡ą¤‚ ą¤ą¤• ą¤¶ą¤¬ą„ą¤¦ 'ą¤®ą¤•ą¤¾ą¤' ą¤•ą„‡ą¤‚ą¤¦ą„ą¤° ą¤®ą„‡ą¤‚ ą¤¹ą„ˆą„¤ ą¤®ą¤•ą¤¾ą¤ ą¤øą„‡ ą¤Æą¤¹ą¤¾ą¤ ą¤¤ą¤¾ą¤¤ą„ą¤Ŗą¤°ą„ą¤Æ ą¤®ą¤¾ą¤¤ą„ą¤° ą¤•ą„‹ą¤ˆ ą„™ą¤¾ą¤ø ą¤˜ą¤° ą¤Øą¤¹ą„€ą¤‚ ą¤¬ą¤²ą„ą¤•ą¤æ ą¤øą„ą¤„ą¤¾ą¤Ø ą¤¹ą„ˆą„¤

ą¤…ą¤¬ ą¤†ą¤‡ą¤ ą¤¶ą„‡ā€™ą¤° ą¤•ą„‡ ą¤­ą¤¾ą¤µą¤¾ą¤°ą„ą¤„ ą¤Ŗą¤° ą¤Ŗą„ą¤°ą¤•ą¤¾ą¤¶ ą¤”ą¤¾ą¤²ą¤¤ą„‡ ą¤¹ą„ˆą¤‚ą„¤ ą¤¦ą¤°ą¤…ą¤øą¤² ą¤¶ą„‡ā€™ą¤° ą¤®ą„‡ą¤‚ ā€˜ą¤šą¤°ą¤¾ą„šā€™, ā€˜ą¤°ą„Œą¤¶ą¤Øą„€ā€™ ą¤”ą¤° ā€˜ą¤®ą¤•ą¤¾ą¤ā€™ ą¤•ą„€ ą¤ą¤• ą¤²ą¤¾ą¤•ą„ą¤·ą¤£ą¤æą¤• ą¤øą„ą¤„ą¤æą¤¤ą¤æ ą¤¹ą„ˆą„¤ ą¤šą¤°ą¤¾ą„š ą¤°ą„‚ą¤Ŗą¤• ą¤¹ą„ˆ ą¤Øą„‡ą¤• ą¤”ą¤° ą¤­ą¤²ą„‡ ą¤†ą¤¦ą¤®ą„€ ą¤•ą¤¾, ą¤‰ą¤øą¤•ą„‡ ą¤øą¤Øą„ą¤¦ą¤°ą„ą¤­ ą¤øą„‡ ą¤°ą„‹ą¤¶ą¤Øą„€ ą¤°ą„‚ą¤Ŗą¤• ą¤¹ą„ˆ ą¤Øą„‡ą¤•ą„€ ą¤”ą¤° ą¤­ą¤²ą¤¾ą¤ˆ ą¤•ą¤¾ą„¤ ą¤‡ą¤ø ą¤¤ą¤°ą¤¹ ą¤¶ą„‡ā€™ą¤° ą¤•ą¤¾ ą¤…ą¤°ą„ą¤„ ą¤Æą„‡ ą¤¬ą¤Øą¤¤ą¤¾ ą¤¹ą„ˆ ą¤•ą¤æ ą¤Øą„‡ą¤• ą¤†ą¤¦ą¤®ą„€ ą¤•ą¤æą¤øą„€ ą„™ą¤¾ą¤ø ą¤œą¤—ą¤¹ ą¤Øą„‡ą¤•ą„€ ą¤”ą¤° ą¤­ą¤²ą¤¾ą¤ˆ ą¤«ą„ˆą¤²ą¤¾ą¤Øą„‡ ą¤•ą„‡ ą¤²ą¤æą¤ ą¤Ŗą„ˆą¤¦ą¤¾ ą¤Øą¤¹ą„€ą¤‚ ą¤¹ą„‹ą¤¤ą„‡ ą¤¬ą¤²ą„ą¤•ą¤æ ą¤‰ą¤Øą¤•ą¤¾ ą¤•ą„‹ą¤ˆ ą¤µą¤æą¤¶ą„‡ą¤· ą¤®ą¤•ą¤¾ą¤Ø ą¤Øą¤¹ą„€ą¤‚ ą¤¹ą„‹ą¤¤ą¤¾ ą¤”ą¤° ą¤Æą„‡ ą¤øą„ą¤„ą¤¾ą¤Ø ą¤•ą„€ ą¤…ą¤µą¤§ą¤¾ą¤°ą¤£ą¤¾ ą¤øą„‡ ą¤¬ą¤¹ą„ą¤¤ ą¤†ą¤—ą„‡ ą¤•ą„‡ ą¤²ą„‹ą¤— ą¤¹ą„‹ą¤¤ą„‡ ą¤¹ą„ˆą¤‚ą„¤ ą¤¬ą¤ø ą¤¶ą¤°ą„ą¤¤ ą¤Æą„‡ ą¤¹ą„ˆ ą¤•ą¤æ ą¤†ą¤¦ą¤®ą„€ ą¤­ą¤²ą¤¾ ą¤¹ą„‹ą„¤ ą¤…ą¤—ą¤° ą¤ą¤øą¤¾ ą¤¹ą„ˆ ą¤¤ą„‹ ą¤­ą¤²ą¤¾ą¤ˆ ą¤¹ą¤° ą¤œą¤—ą¤¹ ą¤«ą„ˆą¤² ą¤œą¤¾ą¤¤ą„€ ą¤¹ą„ˆą„¤

Shafaq Sopori

jahan rahega wahin raushni luTaega

kisi charagh ka apna makan nahin hota

tujhe paane kī koshish meƱ kuchh itnā kho chukā huuƱ maiƱ

ki tū mil bhī agar jaa.e to ab milne kā Ĕham hogā

tujhe pane ki koshish mein kuchh itna kho chuka hun main

ki tu mil bhi agar jae to ab milne ka gham hoga

vo jhuuT bol rahā thā baįøŒe salÄ«qe se

maiƱ e'tibār na kartā to aur kyā kartā

wo jhuT bol raha tha baDe saliqe se

main e'tibar na karta to aur kya karta

āsmāƱ itnī bulandī pe jo itrātā hai

bhuul jaatā hai zamīƱ se hī nazar aatā hai

aasman itni bulandi pe jo itraata hai

bhul jata hai zamin se hi nazar aata hai

raat to vaqt kī pāband hai Dhal jā.egī

dekhnā ye hai charāĔhoƱ kā safar kitnā hai

raat to waqt ki paband hai Dhal jaegi

dekhna ye hai charaghon ka safar kitna hai

dukh apnā agar ham ko batānā nahīƱ aatā

tum ko bhī to andāza lagānā nahīƱ aatā

dukh apna agar hum ko batana nahin aata

tum ko bhi to andaza lagana nahin aata

vaise to ik aaƱsÅ« hÄ« bahā kar mujhe le jaa.e

aise koÄ« tÅ«fān hilā bhÄ« nahīƱ saktā

waise to ek aansu hi baha kar mujhe le jae

aise koi tufan hila bhi nahin sakta

shaam tak sub.h kī nazroƱ se utar jaate haiƱ

itne samjhautoƱ pe jiite haiƱ ki mar jaate haiƱ

sham tak subh ki nazron se utar jate hain

itne samjhauton pe jite hain ki mar jate hain

tum aa ga.e ho to kuchh chāƱdnī sī bāteƱ hoƱ

zamīƱ pe chāƱd kahāƱ roz roz utartā hai

how often does the moon condescend to come to earth

let us talk of love and joy now that you are here

tum aa gae ho to kuchh chandni si baaten hon

zamin pe chand kahan roz roz utarta hai

how often does the moon condescend to come to earth

let us talk of love and joy now that you are here

aate aate mirā naam sā rah gayā

us ke hoƱToƱ pe kuchh kāƱptā rah gayā

aate aate mera nam sa rah gaya

us ke honTon pe kuchh kanpta rah gaya

sharteƱ lagā.ī jaatī nahīƱ dostī ke saath

kiije mujhe qubūl mirī har kamī ke saath

sharten lagai jati nahin dosti ke sath

kije mujhe qubul meri har kami ke sath

musalsal hādsoƱ se bas mujhe itnī shikāyat hai

ki ye aaƱsÅ« bahāne kÄ« bhÄ« to mohlat nahīƱ dete

musalsal hadson se bas mujhe itni shikayat hai

ki ye aansu bahane ki bhi to mohlat nahin dete

mohabbat meƱ bichhaįøŒne kā hunar sab ko nahīƱ aatā

kisÄ« ko chhoįøŒnā ho to mulāqāteƱ baįøŒÄ« karnā

mohabbat mein bichhaDne ka hunar sab ko nahin aata

kisi ko chhoDna ho to mulaqaten baDi karna

tum merÄ« taraf dekhnā chhoįøŒo to batā.Å«Ć±

har shaįø³hs tumhārÄ« hÄ« taraf dekh rahā hai

tum meri taraf dekhna chhoDo to bataun

har shaKHs tumhaari hi taraf dekh raha hai

vo din ga.e ki mohabbat thī jaan kī baazī

kisÄ« se ab koÄ« bichhįøŒe to mar nahīƱ jaatā

wo din gae ki mohabbat thi jaan ki bazi

kisi se ab koi bichhDe to mar nahin jata

phuul to phuul haiƱ āƱkhoƱ se ghire rahte haiƱ

kāƱTe be-kār hifāzat meƱ lage rahte haiƱ

phul to phul hain aankhon se ghire rahte hain

kanTe be-kar hifazat mein lage rahte hain

aise rishte kā bharam rakhnā koī khel nahīƱ

terā honā bhī nahīƱ aur tirā kahlānā bhī

aise rishte ka bharam rakhna koi khel nahin

tera hona bhi nahin aur tera kahlana bhi

usī ko jiine kā haq hai jo is zamāne meƱ

idhar kā lagtā rahe aur udhar kā ho jaa.e

usi ko jine ka haq hai jo is zamane mein

idhar ka lagta rahe aur udhar ka ho jae

hamāre ghar kā patā pūchhne se kyā hāsil

udāsiyoƱ kī koī shahriyat nahīƱ hotī

hamare ghar ka pata puchhne se kya hasil

udasiyon ki koi shahriyat nahin hoti

maiƱ boltā gayā huuƱ vo suntā rahā įø³hāmosh

aise bhī merī haar huī hai kabhī kabhī

main bolta gaya hun wo sunta raha KHamosh

aise bhi meri haar hui hai kabhi kabhi

maiƱ ne chāhā hai tujhe aam se insāƱ kī tarah

tÅ« mirā įø³hvāb nahīƱ hai jo bikhar jā.egā

main ne chaha hai tujhe aam se insan ki tarah

tu mera KHwab nahin hai jo bikhar jaega

bahut se įø³hvāb dekhoge to āƱkheƱ

tumhārā saath denā chhoįøŒ deƱgÄ«

bahut se KHwab dekhoge to aankhen

tumhaara sath dena chhoD dengi

vo mere ghar nahīƱ aatā maiƱ us ke ghar nahīƱ jaatā

magar in ehtiyātoƱ se ta.alluq mar nahīƱ jaatā

wo mere ghar nahin aata main us ke ghar nahin jata

magar in ehtiyaton se talluq mar nahin jata

jhuuT vaale kahīƱ se kahīƱ baįøŒh ga.e

aur maiƱ thā ki sach boltā rah gayā

jhuT wale kahin se kahin baDh gae

aur main tha ki sach bolta rah gaya

Ĕham aur hotā sun ke gar aate na vo 'vasīm'

achchhā hai mere haal kÄ« un ko įø³habar nahīƱ

on knowing if she did not come the pain would be much worse

her ignorance of my condition is surely not a curse

gham aur hota sun ke gar aate na wo 'wasim'

achchha hai mere haal ki un ko KHabar nahin

on knowing if she did not come the pain would be much worse

her ignorance of my condition is surely not a curse

har shaįø³hs dauįøŒtā hai yahāƱ bhiiįøŒ kÄ« taraf

phir ye bhī chāhtā hai use rāstā mile

har shaKHs dauDta hai yahan bhiD ki taraf

phir ye bhi chahta hai use rasta mile

na paane se kisī ke hai na kuchh khone se matlab hai

ye duniyā hai ise to kuchh na kuchh hone se matlab hai

na pane se kisi ke hai na kuchh khone se matlab hai

ye duniya hai ise to kuchh na kuchh hone se matlab hai

maiƱ jin dinoƱ tire baare meƱ sochtā huuƱ bahut

unhīƱ dinoƱ to ye duniyā samajh meƱ aatī hai

main jin dinon tere bare mein sochta hun bahut

unhin dinon to ye duniya samajh mein aati hai

sharāfatoƱ kī yahāƱ koī ahmiyat hī nahīƱ

kisÄ« kā kuchh na bigāįøŒo to kaun Dartā hai

sharafaton ki yahan koi ahmiyat hi nahin

kisi ka kuchh na bigaDo to kaun Darta hai

maiƱ us ko āƱsuoƱ se likh rahā huuƱ

ki mere ba.ad koÄ« paįøŒh na paa.e

main us ko aansuon se likh raha hun

ki mere baad koi paDh na pae

jhuuT ke aage pīchhe dariyā chalte haiƱ

sach bolā to pyāsā maarā jā.egā

jhuT ke aage pichhe dariya chalte hain

sach bola to pyasa mara jaega

maiƱ bhī use khone kā hunar siikh na paayā

us ko bhÄ« mujhe chhoįøŒ ke jaanā nahīƱ aatā

main bhi use khone ka hunar sikh na paya

us ko bhi mujhe chhoD ke jaana nahin aata

koī ishāra dilāsā na koī va.ada magar

jab aa.ī shaam tirā intizār karne lage

koi ishaara dilasa na koi wada magar

jab aai sham tera intizar karne lage

sabhÄ« rishte gulāboƱ kÄ« tarah įø³hushbÅ« nahīƱ dete

kuchh aise bhÄ« to hote haiƱ jo kāƱTe chhoįøŒ jaate haiƱ

sabhi rishte gulabon ki tarah KHushbu nahin dete

kuchh aise bhi to hote hain jo kanTe chhoD jate hain

vo pÅ«chhtā thā mirÄ« aaƱkh bhÄ«gne kā sabab

mujhe bahāna banānā bhī to nahīƱ aayā

wo puchhta tha meri aankh bhigne ka sabab

mujhe bahana banana bhi to nahin aaya

charāĔh ghar kā ho mahfil kā ho ki mandir kā

havā ke paas koī maslahat nahīƱ hotī

charagh ghar ka ho mahfil ka ho ki mandir ka

hawa ke pas koi maslahat nahin hoti

kisÄ« se koÄ« bhÄ« ummÄ«d rakhnā chhoįøŒ kar dekho

to ye rishta nibhānā kis qadar āsān ho jaa.e

kisi se koi bhi ummid rakhna chhoD kar dekho

to ye rishta nibhana kis qadar aasan ho jae

mujhe paįøŒhtā koÄ« to kaise paįøŒhtā

mire chehre pe tum likkhe hue the

mujhe paDhta koi to kaise paDhta

mere chehre pe tum likkhe hue the

un se kah do mujhe įø³hāmosh hÄ« rahne de 'vasÄ«m'

lab pe aa.egī to har baat girāƱ guzregī

someone tell her to allow me to be silent pray

for if I speak she may not like what i have to say

un se kah do mujhe KHamosh hi rahne de 'wasim'

lab pe aaegi to har baat giran guzregi

someone tell her to allow me to be silent pray

for if I speak she may not like what i have to say

jo mujh meƱ tujh meƱ chalā aa rahā hai barsoƱ se

kahīƱ hayāt isī fāsle kā naam na ho

jo mujh mein tujh mein chala aa raha hai barson se

kahin hayat isi fasle ka nam na ho

tahrīr se varna mirī kyā ho nahīƱ saktā

ik tÅ« hai jo lafzoƱ meƱ adā ho nahīƱ saktā

tahrir se warna meri kya ho nahin sakta

ek tu hai jo lafzon mein ada ho nahin sakta

ham ye to nahīƱ kahte ki ham tujh se baįøŒe haiƱ

lekin ye bahut hai ki tire saath khaįøŒe haiƱ

hum ye to nahin kahte ki hum tujh se baDe hain

lekin ye bahut hai ki tere sath khaDe hain

kuchh hai ki jo ghar de nahīƱ paatā hai kisī ko

varna koī aise to safar meƱ nahīƱ rahtā

kuchh hai ki jo ghar de nahin pata hai kisi ko

warna koi aise to safar mein nahin rahta

kyā dukh hai samundar ko batā bhī nahīƱ saktā

aaƱsÅ« kÄ« tarah aaƱkh tak aa bhÄ« nahīƱ saktā

kya dukh hai samundar ko bata bhi nahin sakta

aansu ki tarah aankh tak aa bhi nahin sakta

thake-hāre parinde jab basere ke liye lauTeƱ

salÄ«qa-maƱd shāįø³hoƱ kā lachak jaanā zarÅ«rÄ« hai

thake-haare parinde jab basere ke liye lauTen

saliqa-mand shaKHon ka lachak jaana zaruri hai

kabhī lafzoƱ se Ĕhaddārī na karnā

Ä”hazal paįøŒhnā adākārÄ« na karnā

kabhi lafzon se ghaddari na karna

ghazal paDhna adakari na karna

kisī ne rakh diye mamtā-bhare do haath kyā sar par

mire andar koī bachcha bilak kar rone lagtā hai

kisi ne rakh diye mamta-bhare do hath kya sar par

mere andar koi bachcha bilak kar rone lagta hai

bhare makāƱ kā bhī apnā nasha hai kyā jaane

sharāb-įø³hāne meƱ rāteƱ guzārne vaalā

bhare makan ka bhi apna nasha hai kya jaane

sharab-KHane mein raaten guzarne wala

tire įø³hayāl ke hāthoƱ kuchh aisā bikhrā huuƱ

ki jaise bachcha kitābeƱ idhar udhar kar de

tere KHayal ke hathon kuchh aisa bikhra hun

ki jaise bachcha kitaben idhar udhar kar de

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now