SEARCH RESULTS
Showing search results for ",XDS"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",xDs"
Rubai
karte hai.n zaraa sii baat par fikr KHsiis
tinkaa tho.Dii sii havaa se u.D jaataa hai
Amjad hyderabadi
Ghazal
kaa'ba o quds me.n ghar kyaa ye bhii
ik adaa hai mire harjaa.ii kii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",xDs"
Ghazal
KHalvat-e-quds kii be-parda tajallii ko na puuchh
shauq-e-nazzaara me.n sirf aa.nkh kaa parda dekhaa
Auj lakhnavi
Naat
aalam-e-quds ke asraar ko.ii kyaa jaane
vo hii vo hai.n na zamaa.n hai na zamii.n aaj kii raat
Mahirul Qadri
Ghazal
tasviir-e-zulf-o-aariz-e-gulfaam le gayaa
murGaan-e-quds ke liye gul-daam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Nazm
mirza-ghaalib
ruuh mutlaq jazb thii goyaa tire ehsaas me.n
quds ke naGme nihaa.n the parda-e-anfaas me.n
Mohammad Sadiq Zia
Short story
Mohammad Hamid Siraj
Kulliyat
surma kiyaa hai vaz' pa.e-chashm-e-ahl-e-quds
ahmad ke rahguzaar kii KHaak aur dhuul kaa
Meer Taqi Meer
Nazm
fasana-e-adam
ThiThuk ga.ii.n jo nigaahe.n qariib hujla-e-quds
pas-e-hijaab-e-adab ye sadaa sunii mai.n ne
Jameel Mazhari
Mazahiya
lafz hii me.n soz thaa aur lafz hii me.n saaz thaa
naGma-e-shaa.er kaa ruuhul-quds ham-aavaaz thaa
Zareef Lakhnavi
Kulliyat
ishq vo hai ki jo the KHalvatii-e-manzil-e-quds
ve bhii rusvaa-e-sar-e-kuucha-o-baazaar hu.e
Meer Taqi Meer
Nazm
lazzat-e-irfan
arsh ke ka.ngare pe taa.ir-e-quds
raat kartaa thaa yuu.n KHush-ilhaanii

