SEARCH RESULTS
Showing search results for "dajla"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dajla"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dajla"
Ghazal
qatra me.n dajla dikhaa.ii na de aur juzv me.n kul
khel la.Dko.n kaa hu.aa diida-e-biinaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
furaat-e-faasila se dajla-e-du.aa se udhar
ko.ii pukaartaa hai dasht-e-nainavaa se udhar
Sarvat Husain
Ghazal
ye KHaas saaz-e-azal se vo dajla-e-aaha.ng
ye niil-o-zamzam-o-kausar usii se milte hai.n
Akbar Masoom
Salam
Naseer Turabi
Ghazal
hazar ki dajla-e-dushvaar par qadam rakhtaa
shikaar-gaah-e-furaat-o-fanaa ko jaataa huu.n
Sarvat Husain
Ghazal
kyuu.n dajla-o-furaat ke da.ave ki nahr par
tishna-dahan shahiid-e-jafaa ham hu.e ki tum
Rais Amrohvi
Ghazal
sirf paanii pe to qabza thaa mere dushman kaa
mujh me.n jo KHuun kaa dajla thaa miraa apnaa thaa
Kaifi Wijdani
Sher
du.aa.e.n maa.ngii hai.n saaqii ne khol kar zulfe.n
basaan-e-dast-e-karam abr-e-dajla-baar baras

