SEARCH RESULTS
Showing search results for "gud.dii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gud.dii"
Ghazal
kahii.n chhupaa.e se chhuptaa hai laal gud.Dii me.n
faroG-e-husn tujhe be-naqaab kar degaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
piichhe ko nazar kii to vo guddii hai qayaamat
aage ko jo dekhaa to gilaa aur hii kuchh hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
aavaara o sargardaa.n kafanii-ba-guluu-pechaa.n
daamaa.n bhii duriida hai gud.Dii bhii sambhaalii hai
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Abbas Tabish
PAGE MATCHES FOR "gud.dii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gud.dii"
Nazm
nazm
basta phe.nk ke lo jii bhaagaa raushan-aaraa baaG kii jaanib
chillaataa chal guDDii chal
Gulzar
Ghazal
yaad kii gud.Dii ko mai.n ne ek din pahnaa nahii.n
ek din ke hijr me.n saarii balaa.e.n mar ga.ii.n
Rafi Raza
Mazahiya
ek saahib bhii.D me.n kuchh is qadar ghabraa.e the
apnii guddii jaan ke guddii mirii khulaa.e the
Saghar Khayyami
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Jabbar Wasif
Qita
Akhtar Ansari
Ghazal
ik saal kii guDDii abhii hone bhii na paa.ii
lo ho gayaa bhaabii ke yahaa.n nuur-e-nazar phir
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
duKHtar-e-raz kii mazammat kaa iraada to kare
khii.nch lu.ngaa abhii guddii se zabaan-e-vaa.iz
Meer Kallu Arsh
Ghazal
Jalee Amrohvi
Ghazal
gulzaaro.n me.n basne vaale bhakkar des bhii dekh
thal kaa registaan bhii hai gud.Dii me.n la.al liye
Khaleel Rampuri
Ghazal
jo mai.n ne apnii hii gud.Dii me.n KHud ujaale hai.n
vahii hai.n la.al bahut zindagii sajaane ko
Karamat Ghauri
Ghazal
chaar khilaune guDDe guDDii laa do phir bhii
baabaa ke bin raanii gu.Diyaa ha.nstii nahii.n




