SEARCH RESULTS
Showing search results for "gud.dii"
Ghazal MATCHES FOR "gud.dii"
Ghazal
kahii.n chhupaa.e se chhuptaa hai laal gud.Dii me.n
faroG-e-husn tujhe be-naqaab kar degaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
piichhe ko nazar kii to vo guddii hai qayaamat
aage ko jo dekhaa to gilaa aur hii kuchh hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
yaad kii gud.Dii ko mai.n ne ek din pahnaa nahii.n
ek din ke hijr me.n saarii balaa.e.n mar ga.ii.n
Rafi Raza
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Jabbar Wasif
Ghazal
ik saal kii guDDii abhii hone bhii na paa.ii
lo ho gayaa bhaabii ke yahaa.n nuur-e-nazar phir
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
duKHtar-e-raz kii mazammat kaa iraada to kare
khii.nch lu.ngaa abhii guddii se zabaan-e-vaa.iz
Meer Kallu Arsh
Ghazal
jo mai.n ne apnii hii gud.Dii me.n KHud ujaale hai.n
vahii hai.n la.al bahut zindagii sajaane ko
Karamat Ghauri
Ghazal
Jalee Amrohvi
Ghazal
gulzaaro.n me.n basne vaale bhakkar des bhii dekh
thal kaa registaan bhii hai gud.Dii me.n la.al liye
Khaleel Rampuri
Ghazal
qiimtii la.al bhii gud.Dii me.n hu.aa karte hai.n
aiso.n-vaiso.n ko samajhnaa nahii.n aise-vaise
Wajid Sahri
Ghazal
gud.Dii me.n phir lapeT ke laayaa hai ko.ii la.al
kyo.n be-hijaab ho gayaa saudaa hijaab kaa
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
chaar khilaune guDDe guDDii laa do phir bhii
baabaa ke bin raanii gu.Diyaa ha.nstii nahii.n
Gunjan Nagar Shayar Bakar
Ghazal
phaTe libaas pe jo log ha.ns rahe hai.n 'samar'
bataa do un ko ki gud.Dii me.n laal hotaa hai
Samar Ghazipuri
Ghazal
aisaa na ho guddii se zabaa.n khii.nch lii jaa.e
ab mu.nh se ko.ii shaKHs na taqriir nikaale