SEARCH RESULTS
Showing search results for "manushi siya ram sharan gupt ebooks"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "manushi siya ram sharan gupt ebooks"
Ghazal
ghar apnaa vaadii-e-barq-o-sharar me.n rakkhaa jaa.e
ta.alluqaat kaa saudaa na sar me.n rakkhaa jaa.e
Amanullah Khalid
Ghazal
tire va.ade kaa har ik ko agar e'tibaar hotaa
to jahaa.n me.n kuchh na hotaa faqat intizaar hotaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
mehrbaa.n mujh pe ho ai rashk-e-qamar aaj kii raat
aa mire chaa.nd ke Tuk.De mire ghar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
kisii ko kyaa KHabar ai sub.h vaqt-e-shaam kyaa hogaa
KHudaa jaane tire aaGaaz kaa anjaam kyaa hogaa
Shad Azimabadi
Ghazal
sunaa to hai ki kabhii be-niyaaz-e-Gam thii hayaat
dilaa.ii yaad nigaaho.n ne terii kab kii baat
Firaq Gorakhpuri
MORE MATCHES FOR "manushi siya ram sharan gupt ebooks"
Ghazal
dil meraa said siine me.n hai zulf-e-yaar kaa
hai bul-ajab haram me.n tariiqa shikaar kaa
Munshi Mohammad Hayat Khan Mazhar
Ghazal
kyaa kyaa maze se raat kii ahd-e-shabaab me.n
chho.Duu.n na umr-e-rafta gar aa jaa.e KHvaab me.n
Taskeen Dehlavi
Nazm
dosto sathiyo
naujavaanaan-e-vatan shaan-e-vatan ban jaa.o
tum hii kashtii bhii ho saahil bhii ho maa.njhii tum ho
Saghar Mehdi
Ghazal
cha.Dhii tere biimaar-e-furqat ko tab hai
bashiddat qalaq hai nihaayat ta.ab hai
Rind Lakhnavi
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Nazm
railiyan hi railiyan
ye hamaaraa shahr jo shahr-e-'kaliim'-o-'shaad' hai
dost is kaa aaj-kal charKH-e-sitam-iijaad hai