SEARCH RESULTS
Showing search results for "masjuud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "masjuud"
Nazm
shikwa
hai bajaa sheva-e-tasliim me.n mash.huur hai.n ham
qissa-e-dard sunaate hai.n ki majbuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
is qadar shoKH ki allaah se bhii barham hai
thaa jo masjuud-e-malaa.ik ye vahii aadam hai
Allama Iqbal
Ghazal
hai par-e-sarhad-e-idraak se apnaa masjuud
qible ko ahl-e-nazar qibla-numaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Nazm
intizar
mere mahbuub mirii nii.nd u.Daane vaale
mere masjuud mirii ruuh pe chhaane vaale
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
ham aap hii ko apnaa maqsuud jaante hai.n
apne sivaa.e kis ko maujuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "masjuud"
MORE MATCHES FOR "masjuud"
Ghazal
Anwar Sadeed
Sher
hai par-e-sarhad-e-idraak se apnaa masjuud
qible ko ahl-e-nazar qibla-numaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Nazm
shama
a sham.a intihaa-e-fareb-e-KHyaal dekh
masjuud saakinaan-e-falak kaa ma.aal dekh
Allama Iqbal
Ghazal
Bismil Saeedi
Sher
ijz-o-niyaaz apnaa apnii taraf hai saaraa
is musht-e-KHaak ko ham masjuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil me.n mahbuub kaa ghar ho to Gazal hotii hai
ko.ii masjuud-e-nazar ho to Gazal hotii hai
Tufail Hoshiarpuri
Sher
barbaad-e-vafaa ho kar masjuud-e-jahaa.n dil ho
aadhe me.n bane masjid aadhe me.n sanam-KHaana
Nooh Narvi
Ghazal
mai.n ki masjuud-e-malaa.ik thaa kabhii daavar-e-hashr
mere aa'maal par un se hii madad hai had hai
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
jhukii jabiin kaa me.ayaar ba.Dh gayaa hotaa
gar apne aap ko masjuud qibla-ruu karte
Nawaz Asimi
Ghazal
vo barq-e-tajallii jo abhii ka.aba-e-dil hai
ik roz vo masjuud-e-nazar ho ke rahegii
Bismil Saeedi
Ghazal
meraa mahbuub-e-nazar aur miraa masjuud-e-KHayaal
ko.ii patthar kaa sanam ho ye zaruurii to nahii.n














