SEARCH RESULTS
Showing search results for "turfa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "turfa"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jis qadar jigar KHuu.n ho kuucha daadan-e-gul hai
zaKHm-e-teG-e-qaatil ko turfa dil-kushaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
thaa ran bhii zindagii kaa ajab turfa maajraa
ya.anii uThe to paa.nv magar 'jaun' sar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
Hasrat Mohani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "turfa"
Sher
Hasrat Mohani
Ghazal
hai turfa amn-gaah nihaa.n-KHaana-e-adam
aa.nkho.n ke ruu-ba-ruu se tuu logo.n ke Tal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
diidaar me.n ik turfa diidaar nazar aayaa
har baar chhupaa ko.ii har baar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
vasl me.n dil intizaar-e-turfa rakhtaa hai magar
fitna taaraaj-e-tamannaa ke liye darkaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jalva-e-saaGar-o-miinaa hai jo ham-ra.ng-e-bahaar
raunaqe.n turfa taraqqii pe hai.n mai-KHaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
hai turfa mufattin-nigah us aa.ina-ruu kii
ik pal me.n kare sai.nka.Do.n KHuu.n aur mukar jaa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye turfa sitam hai ki sitam bhii hai karam bhii
ab KHuugar-e-aazaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
Fani Badayuni
Ghazal
biThaa ke dil me.n giraayaa gayaa nazar se mujhe
dikhaayaa turfa-tamaasha balaa ke ghar se mujhe



