SEARCH RESULTS
Showing search results for ",h8j"
Ghazal MATCHES FOR ",h8j"
Ghazal
'Gaalib' gar is safar me.n mujhe saath le chale.n
haj kaa savaab nazr karuu.ngaa huzuur kii
Mirza Ghalib
Ghazal
har ik sutuun KHaana-e-shar-e-shariif hai
roza ho yaa zakaat ho yaa haj ho yaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Abdul Hafeez Sahil Qadri
Ghazal
haj kaa safar hai is me.n ko.ii saath bhii to ho
parda-nashii.n se apnii mulaaqaat bhii to ho
Adil Mansuri
Ghazal
vo mere kaaba-e-dil me.n zaraa sii der rukaa
ye haj adaa vo mire saath karne vaalaa thaa
Rafi Raza
Ghazal
haj se hame.n inkaar nahii.n hazrat-e-vaa.iz
tauf-e-haram-e-kuucha-e-dildaar to kar le.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
kaa'be se lauT kar vahii suud-o-ziyaa.n kii fikr
haj kar liyaa magar kabhii haajii na ban sakaa
Ajay Sahaab
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
jaataa zaruur haj ko magar aah kyaa karuu.n
baar-e-gunah se chalne ke qaabil nahii.n rahaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
har roz maa.n kaa chehra me.n taktaa huu.n pyaar se
har roz haj mai.n kartaa huu.n ehraam ke baGair
Syed Salman Gilani
Ghazal
hajj-o-tiirath ko jaane se kyaa faa.eda
gar buzurgo.n kaa dil ham dukhaate rahe
Devesh Dixit Dev
Ghazal
ai 'nazm' kyaa bataa.e.n hajj-o-tavaaf apnaa
ka.abe me.n bhii kisii kii mahmil ko Dhuu.nDte hai.n