SEARCH RESULTS
Showing search results for "تڑپیں"
Ghazal MATCHES FOR "تڑپیں"
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
chaahaa thaa ek phuul ne ta.Dpe.n usii ke paas
ham ne KHushii se pe.Do.n me.n kaa.nTe bichhaa liye
Kunwar Bechain
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
zer-e-zamii.n bhii ta.Dpe.nge ai aasmaan-e-husn
betaab tere gor me.n bhii chain paa chuke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Aabid Adeeb
Ghazal
betaab rahe.n hijr me.n kuchh dil to nahii.n ham
ta.Dpe.n jo tujhe dekh ke bismil to nahii.n ham
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ik duusre se ho ke alag KHush rahegaa kaun
ta.Dpe.nge ham bhii KHud bhii tum aa.nsuu bahaa.oge
Abid Munavari
Ghazal
ta.Dpe.n kab tak tirii furqat me.n mohabbat vaale
aa idhar bhii kabhii o naaz-o-nazaakat vaale
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
ye jabr-e-zindagii na uThaa.e.n to kyaa kare.n
ta.Dpe.n magar ta.Dapne na paa.e.n to kyaa kare.n
Siraj Lakhnavi
Ghazal
kis ko KHabar thii ta.Dpe.nge furqat me.n umr bhar
in lamho.n ke guzaarne ke fikr me.n thii raat
Sudha Jain Anjum
Ghazal
Fazal Husain Sabir
Ghazal
ruuhe.n dam-saaz hai.n to jism bhii hamraaz bane.n
yuu.n to ta.Dpe.nge ye jalte hu.e siine shab-bhar
Anwar Anjum
Ghazal
Ejaz Quraishi
Ghazal
Nazeer Hussain Siddiqui
Ghazal
kar bhii de fitna-e-qaamat se kahii.n hashr bapaa
ta.Dpe.n kushte tire qaatil tah-e-madfan kab tak
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
Intizar Naeem
Ghazal
baal khole lab-e-dariyaa jo nahaane ke liye
machhliyaa.n kaano.n kii ta.Dpe.n utar aane ke liye
Safdar Mirzapuri
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
kholiyaa.n zaKHmii parindo.n kii tarah se ta.Dpe.n
TuuTtii raat me.n ye car kahaa.n se aa.ii