SEARCH RESULTS
Showing search results for "غمی"
Ghazal MATCHES FOR "غمی"
Ghazal
nahii.n nibaahii KHushii se Gamii ko chho.D diyaa
tumhaare baa'd bhii mai.n ne ka.ii ko chho.D diyaa
Jaun Eliya
Ghazal
dil ko lauTaa ke mire dost Gamii kyaa honaa
mai.n ne kab tujh se kahaa thaa mujhe vaapas kar de
Rehana Qamar
Ghazal
Ameer Hamza Salfi
Ghazal
tujh se KHushii Gamii kaa tafarqe miTaa ki tuu
ik KHush-gavaar yaad bhii hai saaneha bhii hai
Haris Bilal
Ghazal
Muhammad Fiaz Hasrat
Ghazal
duudmaan-e-dard kii shaadii hai.n ham
KHaandaan-e-Gam kii aabaadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
kabhii Gamii ke naam par kabhii KHushii kii aa.D me.n
tabaah kar gayaa mujhe vo dostii kii aa.D me.n
Shahid Fareed
Ghazal
mil ke baiThe.nge KHushii aur Gamii me.n saare
jaarii rakhe.nge mohabbat kii ye KHuu gaa.nv me.n
Taseer Jafry
Ghazal
dil ho pazhmurda to hai KHanda-e-gul be-ma.anii
har KHushii aur Gamii dil ne chhupaa rakkhii hai
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
ham kyaa KHushii Gamii kii mahaafil me.n ho.n shariik
ham ko to farq-e-ranj-o-tarab tak nahii.n pata
Umair Najmi
Ghazal
baT ga.ii zamaane me.n raahat-o-KHushii 'shabnam'
aur merii qismat me.n rah ga.ii Gamii tanhaa
Shabnam Kamali
Ghazal
hazaaro.n uTh ga.e aaGosh-e-dahr se lekin
ajiib ghar hai zamaana jahaa.n Gamii na hu.ii
Saqib Lakhnavi
Ghazal
insaaniyat zamaane me.n mafluuj ho ga.ii
tahziib kii Gamii kaa maza ham se puuchhiye
Mustafa Jameel
Ghazal
Gamii KHushii baa.nTii thii apne bistar se
merii ham-safarii thii apne bistar se
Rakhshanda Naved
Ghazal
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
KHushii Gamii se miraa vaasta hii pahlaa hai
ki KHvaahisho.n kaa abhii silsila hii pahlaa hai
Imtiyaz Anjum
Ghazal
KHushii Gamii kaa bhii iz.haar kar nahii.n sakte
hamaare naGma-gar-o-nauha-gar bhii girvii hai.n