SEARCH RESULTS
Showing search results for "نجف"
Ghazal MATCHES FOR "نجف"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
maqta-e-silsila-e-shauq nahii.n hai ye shahr
azm-e-sair-e-najaf-o-tauf-e-haram hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
'chandaa' ko tum se chashm ye hai yaa alii ki ho
KHaak-e-najaf ko surma-e-absaar dekhnaa
Mah Laqa Chanda
Ghazal
ab to josh-e-aarzuu 'tasliim' kahtaa hai yahii
rauza-e-shaah-e-najaf-allaah dikhlaa.e mujhe
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
mai.n usii koh-sifat KHuun kii ik buu.nd huu.n jo
reg-zaar-e-najaf o KHaak-e-KHuraasaa.n se milaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
durr-e-najaf to jism hai us naazniin kaa
muu-e-najaf me.n baal pa.Daa hai kamar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
goyaa thaa ek aalam kaa dariyaa cha.Dhaa hu.aa
'shaahid' sifaat-e-shaah-e-najaf dekhte rahe
Shahid Meer
Ghazal
kabhii mai.n karbalaa gayaa kabhii madiina o najaf
kahaa.n kahaa.n safar kiyaa ki raabta banaa rahe
Mumtaz Gurmani
Ghazal
yaa shaah-e-najaf naam ishaare me.n tiraa luu.n
ho jaa.e dam-e-naz.a zabaa.n mere agar band
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
tamannaa ba.Dh na jaa.e had se zaa.ed
hame.n shaah-e-najaf ab yaad kiije
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
faluuja-o-najaf-o-karbalaa se pahle vo
samajh rahe the ki har be-zabaan ek saa hai
Khalid Yusuf
Ghazal
muddat se Dher jaada-e-baak-e-najaf me.n hai
takiya hai is faqiir kaa raah-e-najaat me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
chal mire saath zaraa ho ke najaf aate hai.n
ye vo bastii hai jahaa.n ahl-e-sharaf aate hai.n
Ahmad Aqeel
Ghazal
yaa rab na hind hii me.n ye maaTii KHaraab ho
jaa kar najaf me.n KHaak-e-dar-e-buu-turaab ho
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
najaf ko le ga.e mayyat farishta-e-naqqaal
aziiz khol ke meraa mazaar dekh chuke
Rind Lakhnavi
Ghazal
mumkin nahii.n ban jaa.uu.n kisii dar kaa savaalii
rahtaa hai najaf me.n miraa sardaar mere yaar
Ali Sajid
Ghazal
du'aa hai yahii aur yahii hai tamannaa
najaf me.n mare jaa ke ye 'rind'-e-faasiq