SEARCH RESULTS
Showing search results for "نیازؔ"
Ghazal MATCHES FOR "نیازؔ"
Ghazal
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
thaa vo bartar shumaa-o-maa se niyaaz
phir vahii ab shumaa-o-maa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
Unknown
Ghazal
barg-o-gul shaaKH-o-samar ho ga.e mahfuuz 'niyaaz'
baaG me.n jab se sharaaro.n pe nazar hai merii
Syed Niyaz Ali Niyaz
Ghazal
ab inqilaab-e-dahr kii baate.n kahaa.n 'niyaaz'
jis fikr-o-fan pe naaz thaa kab kaa badal gayaa
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
ham ko nahii.n hai fikr kisii baat kii 'niyaaz'
taariikiyo.n me.n sham-e-farozaa.n kii fikr hai
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
tirii jabii.n pe ibaarat hai diin-e-ishq 'niyaaz'
tiraa vajuud muqaddas kitaab jaisaa hai
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
Daale.n ab ek aur rivaayat kii daaG-bel
dushman pe ai 'niyaaz' kare.n e'tibaar ham
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
Niyaz Fatehpuri
Ghazal
razm-e-hastii se guzarnaa hai agar tujh ko 'niyaaz'
zulmat-e-shab ko samajh sub.h kii tanviir na dekh
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
ham-safar jab 'niyaaz' a.ndhere hai.n
sham.a ghabraa rahii hai kyuu.n tanhaa
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
kitne hii zaKHm hare hai.n mire siine me.n 'niyaaz'
aap ab mujh se inaayaat kii baate.n na karo
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
Niyaz Fatehpuri
Ghazal
aa phir se mere pyaar kii taqdiis ban 'niyaaz'
aa kaa.npte labo.n pe tiraa hii savaal hai
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
jo mah-vasho.n kii jabiino.n se phuuTtii hai 'niyaaz'
parakh sako to parakh lo vo raushnii kyaa hai
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
Neyaz Jairajpuri
Ghazal
zaruur ko.ii kamii hai 'niyaaz' jab hii to
jo iztiraab idhar hai udhar nahii.n hotaa