SEARCH RESULTS
Showing search results for "کیکر"
Ghazal MATCHES FOR "کیکر"
Ghazal
badnaam hai.n sadiyo.n se hii kaa.nTo.n kii vajah se
aadat se magar aaj bhii kiikar nahii.n jaate
Danish Naqwi
Ghazal
Danish Naqwi
Ghazal
Vineet Aashna
Ghazal
bastii uja.D ga.ii bhii to kiikar hare rahe
dar-band ho ga.e bhii to khi.Dkii khulii rahii
Saeed Akhtar
Ghazal
'javvaad' zindagii kii tarah thii ko.ii sa.Dak
dono.n taraf qataar me.n kiikar lagaa hu.aa
Jawad Sheikh
Ghazal
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
pe.D kiikar ke bhii aa.e.nge kahii.n raaho.n me.n
har jagah to vo nahii.n raat kii raanii degaa
Madhu Madhuman
Ghazal
kiikar kii shaaKH ne ye likhaa farq-e-qais par
bartii tire junuu.n se ri.aayat na jaa.egii
Jauhar Abbas
Ghazal
ek sang-dil mujh par maa.il-e-karam hai aaj
hairatii huu.n kiikar par kis tarah gulaab aa.e
Khursheed Ambar Pratapgadhi
Ghazal
Devdas Bismil
Ghazal
phir us ne sahn me.n kiikar ugaa liye qasdan
jab us ke sahn me.n na ug sakaa gulaab kaa phuul
Ali Ul-Hasnain
Ghazal
kam-zarf se 'mas.uud' bhalaa.ii kii tavaqqo
kiikar ke daraKHto.n pe kabhii aam lage hai.n
Masood Ahmad
Ghazal
kaaT Daale hai.n kisii shaKHs ne kiikar ke daraKHt
saa.np to raat kii raanii me.n chhupaa baiThaa hai
Imran Awan
Ghazal
hairaa.n hai ka.ii roz se Thahraa hu.aa paanii
taalaab me.n ab kyuu.n ko.ii kankar nahii.n girtaa